Teri vo baatein vo chahat ki rasme
Jhuthe they waade kya jhuthe thi kasme
Jaane tamanna kya ye sach hai
Bas itna keh de
Tut jaaye na lamha aitbaar ka
De koi sila mere intazaar ka
Chaha hai tujhko chahunga har dam
Mar ke bhi dil se ye pyaar na hoga kam
Teri yaad jo aati hai
Mere aansu behte hai
Apna to milan hoga pal pal ye kehte hai
Kya ye zindagani hai bas teri kahani hai
Bas teri kahani hai ye jo zindagaani hai
Chaha hai tujhko chahunga har dam
Mar ke bhi dil se ye pyaar na hoga kam
Tera hu tera jo jaahein kasam le le
Mujhko hamrahi tu apne gam de de
Saari umar hai mujhko dard e judaai ka sehna
Raaste mein khoiyi hai manzile ye meri
Mere sath jaayengi mushkile meri
Chaha hai tujhko chahunga har dam
Mar ke bhi dil se ye pyaar na hoga kam
Chaha hai tujhko chahunga har dam
Mar ke bhi dil se ye pyaar na hoga kam