menu-iconlogo
logo

India Waale

logo
بول
Ho..maane ya, koi maane na

Yahaan apni, bhi thodi, adaa thoda

Andaaz hai,

Aise hain, chaahe waise hain

Arey jo bhi, hain jaise, hain Khud pe,

Humein naaz hai,

Jaane na, humko ye.. zamaana..

Chaaho to, humko aazmaana..

Hum, yaar baaz,

Hum, jaal saaz,

Hum, ishq baaz,

Dilwaale,

All Kehte hain, humko pyar se,

India waale

Chhu lete, dil ke taar se, India waale

Har jeet, cheen le haar se, Indiawaale

Dushman ke chakke, chhuda de,

Hum Indiawale...

Dushman ke chakke, chhuda de,

Hum Indiawale...

Yun toh, seedhe bade..

Kabhi chahein, to hathon, se lete,

Laqeerein chura,

humko parwaah nahi, Jo bhi kehta hai

kehne de, jag ye bhala, ya bura,

Jaisi bhi, marzi ho.. humaari

Karte hain, aisi hoshiyaari..

Par dil, se yaar,

Jo le, pukaar,

To jaan, nisaar,

Kar, daale,

All Kehte hain, humko pyar se,

India wale

Chhu lete, dil ke taar se, India wale

Har jeet, cheen le haar se, Indiawaale

Dushman ke chakke, chhuda de

Hum Indiaawale...

Ungli pe sabko, nachaa dein

Hum Indiawaale...

F Aankhon ki, aankhon ki,

Chaabi se, Thoda betaabi se

Chupke se, khole dilon ke taale..

Jaan dete, usko jahaan dete

Apna imaan dete, jiski bhi baahe

Gale me, daale,

Duniya se, humko kya, le jaana...

Yaaron ke, dil mein ho.. thikana

AllM Humein, ek baar,

Hota, hai pyaar,

Ye, laakh baar,

Kehla le,

All Kehte hain, humko pyar se,

India wale

Chhu lete, dil ke taar se, India wale

Har jeet, cheen le haar se, Indiawaale

Dushman ke chakke, chhuda de

Hum Indiawale...

Dushman ke chakke, chhuda de,

Ungli pe sabko, nachaa dein...

Dushman ke chakke, chhuda de,

All Hum Indiawale..

India Waale بذریعہ Vishal Dadlani/KK/Shankar Mahadevan/Neeti Mohan - بول اور کور