Tum jo mil gaye ho, toh yeh lagta hai
Ke jahaan mil gaya
Ke jahaan mil gaya
Ek bhatke hue raahi ko, kaarvan mil gaya
Tum jo mil gaye ho, toh yeh lagta hai
Ke jahaan mil gaya
Ke jahaan mil gaya
Baitho na door humse,
dekho khafaa na ho
baitho na door humse,
Dekho khafaa na hoo
Qismat se mil gaye ho,milke judaa na ho
Qismat se mil gaye ho,milke judaa na ho
Meri kyaa khata hai, hota hai yeh bhee
Ke zameen se bhi kabhee aasmaan mil gaya
Ke jahaan mil gaya
Tum bhi thhe khoye khoye,
main bhee bujhaa bujhaa
Tum bhee thhe khoye khoye,
main bhee bujhaa bujhaa
Thha ajnabee zamaana,
apna koyee na thha
Thha ajnabee zamaana,
apna koyee na thha
Dil ko jo mil gaya hai teraa sahara
Ek nayee zindagee kaa nishaan mil gaya
Ke jahaan mil gaya
Ek bhatke huye rahee ko
caravan mil gaya
Tum jo mil gaye ho, to yeh lagta hai
Ke jahaan mil gaya
Ke jahaan mil gaya