menu-iconlogo
huatong
huatong
Lời Bài Hát
Bản Ghi
(Meri jaan, meri jaan, meri jaan)

(Meri jaan)

Talaash mujhay hai

Chand ujaalon ki

Kia hai tu samajhti ye

Kashmakush meri

Dhundla sa mera jahan

Tanha kyun lagay yahan

Man mei jo rehtay hain ghum kay andheray

Aa jala de ye diya

Khud mei jo behta hu aa tu bacha le

Tu hi marz ki dawa

Meri jaan meri jaan meri jaan

Meri jaan, meri jaan

Tu raazdaan raazdaan raazdaan

Meri jaan

Meri aankhon ki nami

Dekhay tu kyun na kabhi

Umeedayn tum se juri

Tum se kia hai chupaani

Sun le meri zubaani

Khud se jo guftugu meri

Jheena to zara sikha

Raasta mujhay dekha

Man mei jo rehtay hain ghum kay andheray

Aa jala de ye diya

Khud mei jo behta hu aa tu bacha le

Tu hi marz ki dawa

Meri jaan meri jaan meri jaan

Meri jaan, meri jaan

Tu raazdaan raazdaan raazdaan

Meri jaan

(Ooooh, woah)

Jala de ye diya

Aa tu mujh ko bacha ley

Marz ki dawa

Meri jaan meri jaan

Meri jaan

Meri jaan meri jaan

Tu razdaan

Razdaaan

Meri jaan

Man mei jo rehtay hain ghum kay andheray

Aa jala de ye diya

Khud mei jo behta hu aa tu bacha le

Tu hi marz ki dawa

Meri jaan meri jaan meri jaan

Meri jaan, meri jaan

Tu raazdaan raazdaan raazdaan

Meri jaan

(Meri jaan meri jaan meri jaan)

Meri Jaan

(Jaan meri jaan meri jaan meri jaan)

(Jaan meri jaan meri jaan meri jaan)

(Jaan meri jaan meri jaan meri jaan)

Nhiều Hơn Từ Abdul Hannan/Shahmeer Raza Khan

Xem tất cảlogo