menu-iconlogo
huatong
huatong
abdul-hannan-jaaye-cover-image

Jaaye

Abdul Hannanhuatong
msabayehuatong
Lời Bài Hát
Bản Ghi
Kuch bhi kaha nahi par keh gaya kia kia na tu

Jaanay anjaanay mei ye kia huwa

Khamoshi teri mere dil pe ithni bhaari kay

Bojh mai kaisay uthao

Meri jaan jaaye

Meri jaan jaaye

Na nazar milaaye

Meri jaan jaaye

Nazrein zamaanay ki jo lagnay lagi humein

Kaisay inhay mai utaarun

Jujti nahi beqaraari ye tujhpay

Khauf mai kaisay ye chupaaun

Sochta kay mera kia qasoor hai

Kaisay tere usool hain

Besukooon tu kuch to zaroor hai

Ranjisheyn fazool hain

Aaaa

Aaaa

Meri jaan jaaye

Meri jaan jaaye

Na nazar milaaye

Meri jaan jaaye

Haan vehem sataaye

Ye vehem sataaye

Na nazar milaaye

Meri jaan jaaye

Nhiều Hơn Từ Abdul Hannan

Xem tất cảlogo