Janejan dhundhata phir raha
Hun tumhe rat din
Main yaha se vaha
Janejan dhundhata phir raha
Hun tumhe rat din
Main yaha se vaha
Mujhko aawaj do
Chhup gaye ho sanam
Tum kaha
Mai yaha
Tum kaha
Mai yaha
Janejan dhundhti phir rahi
Hun tumhe rat din
Main yaha se vaha
O mere humsafar pyar ki rah par
Sath chale ham magar kya khabar
O mere humsafar pyar ki rah par
Sath chale ham magar kya khabar
Raste me kahi reh gaye humnashi
Tum kahan
Mai yaha
Tum kahan
Mai yaha
Janejan dhundhti phir rahi
Hun tumhe rat din
Main yaha se vaha
Mujhko aawaj do
Chhup gaye ho sanam
Tum kaha
Mai yaha
Tum kaha
Mai yaha
Dil machalne laga yuhi dhalne laga
Rang bhara pyar kaa yeh sama
Dil machalne laga yuhi dhalne laga
Rang bhara pyar kaa yeh sama
Aaj aise me bas chhodkar chal diye
Tum kaha
Mai yaha
Tum kaha
Mai yaha
Janejan dhundhata phir raha
Hun tumhe rat din
Main yaha se vaha
Mujhko aawaj do
Chhup gaye ho sanam
Tum kaha
Mai yaha
Tum kaha mai yaha