Kaho na kaho yeh aankhen bolti hain O
sanam o sanam, o mere sanam Mohabbat
ke safar mein yeh sahaara hai Vafa ke
saahilon ka yeh kinaara hai Baadalon
se oonchi uraanoon ki Sab se alag
pehechaanoon ki Use hai pyaar ki kahaani
mansoob Aati jaati saanson ki rawaani
mansoob Kamalli ma'aa wala hatta'
baidi'am Niki aldi hawa kamalli ma'aa
Kamalli b'ali uffal di walaa bansaa'
Kamalli waa hishmillah hataa banu wayyaa
Kaho na kaho yeh aankhen bolti hain O
sanam o sanam, o mere sanam Mohabbat
ke safar mein tu hamaara hai Andhere
raaston ka tu sitaara hai Kamalli
habibi mah'ta dilai I'layya 'anayya
bindaa 'ilai Wila'ha walayla kulli ku
Yakuniya habibi mahta dillai Tu hi
jeene ka sahaara hai Meri maujon ka
kinaara hai Mere liye yeh jahaan hai tu
Tujhe mere dil ne pukaara hai Kaho na
kaho yeh saansein bolti hain O sanam o
sanam, o mere sanam Labon pe naam tere
bas hamaara hai Yeh tera dil bhi jaana
hamaara hai (Kaho na kaho yeh aankhen
bolti hain O sanam o sanam, o mere sanam
Mohabbat ke safar mein yeh sahaara hai
Vafa ke saahilon ka yeh kinaara hai
Khwaabon mein tujhko sanwaara hai Jazbon
mein apne utaara hai Meri yeh aankhen
jidhar dekhe Tera hi chehra nazaara hai