Be Ready to start
Kaho na kaho, yeh aankhen, bolti hain
O sanam o sanam, o mere sanam
Mohabbat, ke safar mein, yeh sahaara hai
Vafa ke, saahilon ka, yeh kinaara hai
Kaho na kaho, yeh aankhen, bolti hain
O sanam o sanam, o mere sanam
Mohabbat, ke safar mein, yeh sahaara hai
Vafa ke, saahilon ka,yeh kinaara hai
Baadalon se oonchi uraanoon ki
Sab se alag pehechaanoon ki
Use hai pyaar ki kahaani mansoob
Aati jaati saanson ki rawaani mansoob
Baadalon se oonchi uraanoon ki
Sab se alag pehechaanoon ki
Use hai pyaar ki kahaani mansoob
Aati jaati saanson ki rawaani mansoob
Bit Music
Kamalli ma’aa, wala hatta’, baidiam na
Niki aldi hawa, kamalli maaa,
Kamalli, b’ali uffal, di walaa bansaa
Kamalli wa,hishmillaha, hataa banu wayya
Kaho na kaho, yeh aankhen. bolti hain
O sanam o sanam, o mere sanam
Mohabbat, ke safar mein, tu hamaara hai
Andhere, raaston ka, tu sitaara hai
Kamalli habibi mahta dilai
I’layya anayya bindaa ‘ilai
Wilaha walayla kulli ku
Yakuniya habibi mahta dillai
Tu hi jeene ka sahaara hai
Meri maujon ka kinaara hai
Mere liye yeh jahaan hai tu
Tujhe mere dil ne pukaara hai