Kajal Kajal Teri Aankhon Ka
Kajal , kajal
Teri aankhon ka yeh kajal
Pagal , pagal
Kar deta hai mujh pagal
Payal , payal
Tere pairo ki yeh payal
Ghayal , ghayal
Kar deti hai mujh ghayal
Maine dil diya.. haye haye
Tera dil liya.. haye haye
Kya bura kiya.. haye...
Maine dil diya...
Tera dil liya...
Kya bura kiya...
Kajal , kajal
Meri aankhon ka yeh kajal
Pagal , pagal
Kar deta hai tujh pagal
Payal , payal
Mere pairo ki yeh payal
Ghayal , ghayal
Kar deti hai tujh ghayal
Maine dil diya.. haye haye
Tera dil liya.. haye haye
Kya bura kiya.. haye...
Maine dil diya...
Tera dil liya... kya bura kiya...
Aankhon mein tere
Kala jo til hai
Sadiyo purana
Haan..mera woh dil hai
Sabse juda hai
Teri adaye
Tujhpe fida hai
Meri wafaye...
Tere liye janam...
Jaan meri jaaye
Bhukh bhi lage na...
Neend bhi na aaye
Tujhse ye puche mere
Naina sharmile
Kis din honge gore
Haath mere peele
Tune kuch kaha....
Maine sun liya...
Maine sun liya
Maine chun liya.. haye haye
Apna piya.. haye haye
Kya bura kiya... haye...
Maine chun liya...
Apna piya... kya bura kiya....
Sine mein mere
Bas tu hi tu hai
Dhadkan hai dil ki
Haan tu meri ruh hai
Tu mera dil hai
Mera jigar hai
Tu samne hai
Tujhpe nazar hai
Dhadke mera dil...
Tere naam par
Kahi dur le chal...
Hath tham kar
Aankhen mila ke tune
Mere dil ko jeeta
Aankhon mein padh li maine
Prem ki geeta...
Pyar ka tohfa
Tan man diya
Tan man diya
Maine bun liya.. haye haye
Sapna naya.. haye haye
Kya bura kiya.. haye...
Maine bun liya... sapna naya...
Kya bura kiya...
Kajal , kajal
Teri aankhon ka yeh kajal
Pagal , pagal
Kar deta hai mujh pagal
Payal , payal
Tere pairo ki yeh payal
Ghayal , ghayal
Kar deti hai mujh ghayal
Maine dil diya.. haye haye
Tera dil liya.. haye haye
Kya bura kiya... haye...
Maine dil diya...
Tera dil liya...
Kya bura kiya...
Maine dil diya ...
Tera dil liya .
Kya bura diya....