Aaj bhi teri hi
Yaadon me khoya
Aake tum dekho me kya se kya hoya haqiqat me hona jo
Mumkin nahi to sapno
Me aake hi marrham laga
De tere jaane ke baad me ik pal na soya
Teri hi yaadon mein ye dil hai roya
Maine jo khoya kis sapne ko khoya tune jo
Khoya wo apne ko khoya
Aaj bhi teri khushi meri khushi dekhi hai maa tu
Maane na maane tujh mein hi to khoya hai maine ye
Mera
Jahaan aana na aana tu hum door hai jaana ho sake to
Zara paas tu aana aana na
Aana tu mujhko batana haal na dena kuch
Karke bahana woh yaadein purani
Kabhi bhi yaad aaye deke dilasa phirse chali jaye hum
Bhi bataye
Toh kisko bataye ab
Tak hum aise hi aansu chupaaye jab tu hi nahi kya
Phir sahi aate jaate bas khaab wahi tu hi nahi
Tu hi nahi bas tu hi nahi