menu-iconlogo
logo

Sawaal Jawaab

logo
Lời Bài Hát
Jab teri aankhon se

Meri aankhein milein

Main puchun kya main kaafi hun

Tere liye

Dhadkan badhti hai aur

Meri saansein thame

Sunne ko ithlati hun main

Kya tu kahe

Phir tu mere paas

Aakar bunta hai

Wahi khwaab

Par kya hai yeh

Chehra tera

Ya phir hai ek nakaab?

Haaa

Haaa

Haaa

Haaa

Kehta hun main yeh tujhse

Rota hun main har lamhe

Mein jo tu nahi hai

Raaton ko jab sota hun

Sapno ki tu raani

Meri aankhon mein

Ab tu hi basi hai

Sapne aankhon mein hai

Par yeh raatein kahaan

Roti hun main bhi par

Mere aansun kaha?

Kahi baatein jo saari

Maine dil se kahi

Tere sang hi jeena aur kuch

Main chahta nahi

Phir tu mere paas

Aakar bunta hai

Wahi khwaab

Kaise main paar karun yeh

Sawaal aur jawaab?

Haaa

Haaa

Haaa

Haaa

Sawaal Jawaab của B-Leaf/Tanushree - Lời bài hát & Các bản Cover