Deewana bana diya hai deedar ne tere
Deewana bana diya hai deedar
Ne tere afsana bana diya hai afsana bana diya hai
Mujhe pyar mein tere pehli nazar mein
Tumne apna bana liya pehli nazar mein tumne apna bana
Liya humne bhi dil mein apne
Humne bhi dil me apne
Tumko chupa liya deewana bana diya hai deedar ne tere
Tumhare jaisa to is jahaan mein koi
Haseen nahin hai mile ho jab se tu zindagi mein koi
Kami nahin hai chahaton ka jab nasha hai
Dil ko
Hosh kahaan hai pehli nazar mein tumne apna bana
Liya pehli nazar mein tumne apna bana liya
Tumhari chahat ne jab khushi ke kai rang se bikhere
Hamari aankhon mein bas
Gaye hain tere khwab sunehre zindagi
Mein tere bina ab kuch bhi maza kaha
Hai deewana bana diya hai didar
Ne tere deewana bana diya hain didar ne tere
Afsana bana diya hai
Afsana bana diya
Hai mujhe pyaar mein tere pehli nazar mein tumne apni
Pehli nazar mein tumne apna bana liya
Humne bhi dil mein apne humne bhi dil me apne tumko
Chupa liya