menu-iconlogo
huatong
huatong
avatar

Trench Talk!

Bandzo3rd/REFIXhuatong
hollyevunhuatong
Lời Bài Hát
Bản Ghi
Bachpan se hum star hain dhiktey phir bhi garoor ni

Industry bhi mangay ge kaam wo din bhi door ni

Hum khud me rehtay lost phir tabhi ma shayad mashoor ni

Thookta ni fame pe tera waisa main rude ni

Kaam ka phir alag he noor hai parti dhoop jahan

Sookhi roti dheki ni jisnay wo bolay bhook kya

Jaan lalu lafzon sa apnay jani bandook kya

Zehan mein jab bhara khazana to phir sandook kya

High hokey likh diye rhymes main jaise ghalib hai

Rappers ke dukanay band karra tu kitna zalim hai

Paisa mera soch aur sath mera bhai shaleem hai

Mic mein mazak aur rapper sub waise alim hai

Sunna jab karachi ka hiphop tera bhai hazir hai

Rap zinda kar ra par beat ka waisa katil hai

Dhekay maine girtay falak se jo bantay shatir hai

Milo kabhi streets mein dhekay kon kitna kabil hai

Dasti Merko call kar topic jab Quaid-e-Azam hai

Opposition kaam ni janti ya unpe lanat hai

Wahid aisa likhta hu aur gaana tho meri addat hai

Rupay ni tha sau mera paas ab jaib ma dollar hai

Aj unki asliyat batatau jo bantay baller hai

Fake jutay gaano ma pehnay aur nakli dollar hai

Suna insey kaam ni hora hum likhtay foran hai

Bolu ga hawam se sach ya mera honour hai

Sunu teri baat pakora kya tu your honour hai

Flow me mere takat to dhek jo badlay mausam hai

Subko banna batman sher ya jaisa gotham hai

Batayn jitnay kar raya hai naram wo jaise cotton hai

Bachpan se hum star hain dhiktey phir bhi garoor ni

Industry bhi mangay ge kaam wo din bhi door ni

Hum khud me rehtay lost phir tabhi ma shayad mashoor ni

Thookta ni fame pe tera waisa main rude ni

Kaam ka phir alag he noor hai parti dhoop jahan

Sookhi roti dheki ni jisnay wo bolay bhook kya

Jaan lalu lafzon sa apnay jani bandook kya

Zehan mein jab bhara khazana to phir sandook kya

Bhirna maat tu sher se

Meethay hai ye zayada bear se

Flow badlu apnay gear se

Bhitadu terko chair pe

Baas abhi nikla hu jail se

Milwata hu terko mayor se

Sorry merko tere se

Aya ma thori der se

Kya tu peekey likhta hai ganay sub merko dhek reh hai

Yaad karka homies jalaraha hu main apnay phapray

Chamber kabi kheencha ni pistol ka sirf phankray

Sust keera kataynga pechay sa salay kakday hain

Baap ke khilaf maat jana mehnat kharab hogi

Likhdunga jo maar k dum subki dawa hogi

Badal dun ga lafzon ka khel apni pehchan hogi

Yehi hongi sarkay aur public apni gawa ho gi

Nhiều Hơn Từ Bandzo3rd/REFIX

Xem tất cảlogo

Bạn Có Thể Thích

Trench Talk! của Bandzo3rd/REFIX - Lời bài hát & Các bản Cover