menu-iconlogo
logo

Mann Mohanaa

logo
Lời Bài Hát
Mann mohana aaa

Mann mohanaaa

Kanha sunona aaa

Tum bin paun kaise chaina

Tarsu tumhi ko din rain

Chodke apne kashi mathura

Chodke apne kashi mathura

Aake basao more nain

Tum bin paun kaise chain

Kanhaaa

Tarsu tumhiko din rain

Ek pal ujiraya aaye

Ek pal andhiyara chaye

Mann kyun na ghabraye

Kaise na ghabraye

Mann jo koi dhara ha

Apni rahon mein paaye

Kaun disha jaye

Tum bin kaun samjhaye

Tum bin kaun samjhaye

Raas rachiyan brindavan ke gokul ke basi

Radha tumhri daasi

Darshan ko hai pyaasi

Shaam shalone nand lala krishna banwari

Tumri chab hai nyari

Mein to hoon tan man hari

Mein to hoon tan man hari

Mann mohanaaaa mann mohanaaaa

Mann mohanaaaa mann mohanaaaaa

Kanha sunona aaa

Tum bin paun kaise chain

Tarsu tumhiko din rain

Jeevan ek nadiya hai

Lehron lehron behti jaye

Ismein mann ki naiyaa

Doobe kabhi tar jaye

Tum na khewaiya ho to

Koi tat kaise paaye

Majdhaare rehlaye

Toh tumri saran aaye

Haan tumri saran aaye

Mein hoon tumhari hai

Tumhara yeh mere jeevan

Tumko hi dekhon mein

Dekhun koi darpan

Bansi ban jaungi in hooton ki ho jangui

In sapno se jalthal

Hai mera maan angan

Hain mera mmmm…

Mann Mohanaa của Bela Shende - Lời bài hát & Các bản Cover