menu-iconlogo
logo

Kaun Mera?

logo
Lời Bài Hát
Jaltaa saawan saath jale

Raina

Mache halchal

Dhaltaa dikhe mohe dinkar

Rain ke bandhi raat ko bhaagein

Dhoondhte hain apnaa kal

Aakhein rahein band

Dhundlaa sab

Mera kaanpe badan jale saawan

Geeli ye mitti kasti hai dhaage

Dhastaa tan kheeche daldal

Main dekhta

Kaise badle samaa

Raat ki jeb mein kya

Dhoondhta

Beete kal ke nishaan

Phir se na hui jo subah

Jhund mein khadaa

Par akela raha

Saath khade sab na saath kisi ka

Yahaan mere paas tu aa

Bheed mein jhaank bataa

Kaun Mera?

Kaun Mera?

Kaun Mera?

Kaun Mera? (Yeah)

Main dekhta

Das taangein main kekdaa

Kaale gutter ka kutta hoon

Main chaar taangon pe rengta

Main devtaa

Dhass mohe banu main nevlaa

Dekh na

Aakhein gulaab main jota hoon

Aakhein sharaab main bewdaa

Hui subah

Naya din hai kahaan?

Raat ki jeb mein chhupa

Dhoondhta

Har bandhi yahaan

Ghar ka raasta

Jhund mein khadaa

Par akela raha

Saath khade sab na saath kisi ka

Yahaan mere paas tu aa

Bheed mein jhaank bataa

(Kaun?)

(Kaun?)

(Kaun?)

Kaun Mera?

Kaun Mera?

Kaun Mera?

Kaun Mera?

Chaltaa paidal kaaga

Udnaa hai bhoola

Par mein baandhe taala

Phirta hai yahaan

Raasta le jaaye kahaan?

Raahi poochta

Aashiyan vo paaye jahaan

Vo dagar kahaan?

Kaun Mera?

Haan haan haan

Kaun Mera?

Yahaan

Kaun Mera?

Haan haan haan

Kaun Mera?

Yahaan

Kaun Mera? của Chaar Diwaari - Lời bài hát & Các bản Cover