menu-iconlogo
logo

Ghadi Ka Kaanta

logo
Lời Bài Hát
Ye dooriyan kyu khaye jaaye

Faasle attet mein mujhe bulaye jaane kyu

Roshni hai duur par sataye kaale saaye

Ab dekhu asmaan hai neeche hum kahan pe aaye

Lagi hai jaane kyu daud, aur fasa pada tere chahat ke sheher mein

Khayi hai kasm-e-maut aur baaton mein bahar bas zeher hai

Zehen mein basa hai noor ab duur main bhagta rehta sukoon se

Ghar ka pata nahi bas seeshe mein dekh ke ho jaate choor ye

Akela sa hai bhi ye raasta

Sach ko jhoot ka waasta

Kaun sahi aur kaun galat

Bas meri ghadi ka kanta

Na jaane aaj kal kahan pe hai basera mera

Na jaane aaj kal kahan pe mann ye tehra mera

Khudi ke mann ko rakha dusra aur hamesha rakha pehla tera

Tan se saaf par mastishk hai kyu maila mera

Raaste hai bhi hazaar sab chalte ussi pe jo hai mashoor sa

Aadaten lagi kharab vo chunte ussi ko jisme junoon na

Lage hai manzil ye khojne, safar mein khudi ko koste

Ab dikhe ujala na raat mein sab ye apni ummeden dabochte

Alag ye raah sabhi hai duur, alag vichaar na dikhe gurror

Jo hai chah dikhe ab mool, bandhe na hath kyu chale ab samay se duur

Bhaag ke thak chuke

Saans bhi ab ruke

Bhaag ke thak chuke hum

Saans kyu ab ruke

Ghadi Ka Kaanta của Devang S/Arslan/Rishabh - Lời bài hát & Các bản Cover