Khuda janta hai dilo ka haal
Wo pehchanta hai dilo ka hath
Chupe na chupane se kisi bhi bahane se
Chupe na chupane se kisi bhi bahane se
Samjh leta hai wo dilo k haal
Khuda janta hai dilo ka haal
Wo pehchanta hai dilo ka hath
Nazar sabpe rakhe hai wo samo seher
Use hai zamane me sabki fikar
Usi ki badolat hase chasmenar
Wohi dur karta hai duniya ke gum
Jo bedam me bhi f**k deta hai dum
Chupe na chupane se kisi bhi bahane se
Chupe na chupane se kisi bhi bahane se
Samjh leta hai wo dilo k haal
Khuda janta hai dilo ka haal
Na maayus ho uski rehmat se tu
Uski hai hai ab rehkaram charesu
Wo chahe to aasa ho mushkil safar
Tu kya sochta hai use hai khabaar
Usi se hai roshan ye devaro dar
Chupe na chupane se kisi bhi bahane se
Chupe na chupane se kisi bhi bahane se
Samjh leta hai wo dilo k haal
Khuda janta hai dilo ka haal
Wo pehchanta hai dilo ka hath
Khuda janta hai dilo ka haal
Wo pehchanta hai dilo ka hath
Khuda janta hai dilo ka haal