menu-iconlogo
logo

Yeh Jo Halka Halka

logo
Lời Bài Hát
Ye jo halka halka suroor hai

Yeh teri nazar ka kusoor hai

Ke sharaab peena sikha diya

Ke sharaab peena sikha diya

Ye jo halka halka suroor hai

Ye teri nazar ka kusoor hai

Ke sharaab peena sikha diya

Ke sharaab peena sikha diya

Tere pyaar ne teri chaah ne

Teri behki behki nigaah ne

Mujhe ek sharaabi bana diya

Ke sharaab peena sikha diya

Sharaab kaisi, Khumaar kaisa

Yeh sab tumhari nawazishen hain

Pilayi hai kiss nazar se tu ne

Keh mujh ko apni khabar nahin hai

Tere pyaar ne teri chah ne

Teri behki behki nigaah ne

Mujhe sharabi bana diya...

Ke sharaab peena sikha diya

Tera piyaar hai meri zindagi

Tera piyaar hai meri zindagi

Bus meri zindagi tera pyaar

Bus meri zindagi tera pyaar hai

Mere baad kiss ko sataao ge

Mere baad kiss ko sataao ge

Mujhe kis tarha se mitaao ge

Mujhe kis tarha se mitaao ge

Mujh ko tou barbad kiya hai

Aur kisay barbad karoo gay

Roo roo kay faryad karoo gay

Aur kisay barbad karoo gay

.Teri ye ada ye berukhi

Keh rahi hum se ke aur pee

Ku sharaab peena sikha diya

Mujhe ek sharabi bana diya...

Mast mast mast saara jahaan mast

Mast mast mast kul kainat mast

Mast sahr mast shaam mast raat mast

Mast mast mast kul kainat mast

Mast mast mast saara jahaan mast

Mast mast mast kul kainat mast

Mast sahr mast shaam mast raat mast

Mast mast mast kul kainat mast

Yeh Jo Halka Halka của Farhan Saeed - Lời bài hát & Các bản Cover