Tujhe bhi pata hai main
Aawaz nahi deta lekin kabhi tujhko itna pareshan
Nahi dekha kehata zindagi ko jeena padega
Jaise majboori hai apni baatein
Sunke khudse puch kya ye tu hi hai karta roz
Apne aap se fight bro dekh nahi sakta teri fake smile ko main
Dekh nahi sakta tera roz roz ka drama tujhe marna
Hai to marne ke baad main ek side hoon tu darta kisse hai
Nahi tu darta kisse hai apni zindagi ko jeeta jaise
Bharta kisse hai usko farak nahi
Padta hai tu marta jis pe hai tujhko paida
Kara hai tu akadta jis pe hai tujhko lagta teri kismat
Kabhi royi haseen teri kismat
Saale bohti haseen tere sir pe hai chhat
Soch sone ka scene hoti roti naseeb tujhko
Maalum nahi kismat buri hoti
Kaise achcha time tumne roz
Dekha hai tujhko lagta hai ki duniya pe tu bojh baitha hai
Koshish karne se pehle
Hi khud ko rok deta hai kya teri maa ne
Paida kara darpob beta hai
Kya pehli baar lad raha hai
Duniya se tu tune pehle
Bhi kiya hai aur tu phir se karega
Bas wada kar apne aap se apne saamne
Tu jo bhi karega pure
Dil se karega kyu ki rukta hai aadmi
Toh bhukta hai aadmi ghutta hai aaj bhi
Toh rukta hai lazmi kuch saal pehle tune mauka gava
Diya kya yahi sochna hai tujhe kuch saal
Baad bhi ek time wapas aayega nahi mereko yahi
Lagta hai pura karle aaj hi tera ye jo sapna hai
Aur sapna tera koi toota fir
Kya hogaya sapno ki ek aasiyat hai ki tu ek aur
Dekh sakta hai jo karte
Hai mehnat vo bolte nahi hai sabki baatein sunte hai
Muh ko kholte nahi hai tere paas dusro se thodi kam paise hai
Lekin kamiyabi paise se tolte nahi hai tu kamyabi hai agar
Tu khush hai kamiyab
Hai agar tu khudse sant pusht hai tu chalta gaya
Chahe sath wale aage badh gaye tu chalta gaya
Chahe sath wale piche mar gaye kya hai ek aur raat
Jab tu itni aage aa gaya chahe ek aur saal jab tu
Itni aage aa gaya piche mud ke
Dekhna ki khwahisho ki
Laasho ko tu laangte hue aaj tum kitni agye
Aa gaya ak aur din ek aur raat ak aur pal
Ak aur saal ek aur rap ek aur saas
Ek aur set ek aur baad
Bahuthi karibh hai is baath ko samaj thu
Jab dhool hogi settle kada hoga bas thu