menu-iconlogo
huatong
huatong
hd-one-ye-raatein-ye-mausam-cover-image

Ye raatein ye mausam

HD_Onehuatong
AscianAbhayhuatong
Lời Bài Hát
Bản Ghi
Yeh raatein, yeh mausam,

nadi ka kinara, yeh chanchal hawa

Yeh raatein, yeh mausam,

nadi ka kinara, yeh chanchal hawa

Kaha do dilon ne

ki milkar kabhi hum na honge juda

Yeh raatein, yeh mausam,

nadi ka kinara, yeh chanchal hawa

Yeh kya baat hai aaj ki chandni mein

Yeh kya baat hai aaj ki chandni mein

Ke hum kho gaye pyar ki ragini mein

Yeh baahon mein baahein,

yeh behki nigahein

Lo aane laga zindagi ka maza

Yeh raatein, yeh mausam,

nadi ka kinara, yeh chanchal hawa

Sitaron ki mehfil ne karke ishara

Sitaron ki mehfil ne karke ishara

Kaha ab toh sara jahaan hai tumhara

Mohabbat jawaan ho,

khula aasmaan ho

Kare koi dil aarzu aur kya

Yeh raatein, yeh mausam,

nadi ka kinara, yeh chanchal hawa

Kasam hai tumhe tum agar mujhse roothe

Kasam hai tumhe tum agar mujhse roothe

Rahe saans jab tak yeh bandhan na toote

Tumhe dil diya hai, yeh vaada kiya hai

Sanam main tumhari rahungi sada

Yeh raatein, yeh mausam,

nadi ka kinara, yeh chanchal hawa

Kaha do dilon ne

ki milkar kabhi hum na honge juda

Yeh raatein, yeh mausam,

nadi ka kinara, yeh chanchal hawa

Nhiều Hơn Từ HD_One

Xem tất cảlogo

Bạn Có Thể Thích