laamba laamba ghoonghat
kaahe ku dala ha
re laamba laamba ghoonghat
kaahe ku dala
kya kar aayi gauri
moonh kahin kala re
kaanon mein batiya
karti hain sakhiyan
raat kiya ri tune
kaisa ghotala haaye
chhat pe soya tha behnoi
chhat pe soya tha behnoi
main tanne samajh ke so gayi
mujhko rana ji maaf karna
galti mhaare se ho gayi
mujhko rana ji maaf karna
galti mhaare se ho gayi
chhat pe soya tha behnoi
chhat pe soya tha behnoi
main tanne samajh ke so gayi
mujhko rana ji maaf karna
galti mhaare se ho gayi
mujhko rana ji maaf karna
galti mhaare se ho gayi
haaye behnoi to behnoi thehra
kyun na pehchana tune
piya ji ka chehra
behnoi ne odh rakhi thi chaadar
main samjhi ke piya ka hai bistar
aadhe bistar pe wo soya tha
aadhe pe mein bhi so gayi
ke mujhko rana ji maaf karna
ho galti mhaare se ho gayi
mujhko rana ji maaf karna
galti mhaare se ho gayi
deepak atari pe jalta to hoga
re deepak atari pe jalta to hoga
chhitki to hogi
chhat pe chandaniya
apano parayo nazar na aayo
bhool kaise ho gayi
tujhse dulhaniya re
bhool hui mujhse to
kaisa achambha
behnoi bhi tha piya jitna lamba
choor thi mein din
bhar ki thakan se
padhte hi bistar pe so gayi
ke mujhko rana ji maaf karna
ho galti mhaare se ho gayi
mujhko rana ji maaf karna
galti mhaare se ho gayi
soch rahe the hum sab jaisa
haaye tune kiya nahin
kuchh bhi waisaa
mukhade pe tere sach ka ujala
raat kiya nahin munh tune kalaa