menu-iconlogo
huatong
huatong
avatar

Rab Ka Shukrana SHORT

IlluZhuatong
nexxus_starhuatong
Lời Bài Hát
Bản Ghi
Tu hai ab jo baahon mein, Qarar hai

Rab Ka Shukrana

Saanson mein hai nasha, Khumar hai

Rab Ka Shukrana

Tu hi ab mera deen hai, imaan hai

Rab Ka Shukrana

Mera kalma hai tu, Azaan hai

Rab Ka Shukrana

Rab Ka… …Shukrana

Tu mila toh sab mila

Ab kisi se kya gila

Tujhme simtu, aa main bikhru

Teri baahon mein….

Tu mila toh sab mila

Ab kisi se kya gila…

Tujhme simtu, aa main bikhru

Teri baahon mein fanaa ho jaaun main

Tu hi ab duniya meri, Jahaan hai

Rab Ka Shukrana

Khabonki khayalon ki udaan hai

Rab Ka Shukrana

Tu hi ab mera deen hai, imaan hai

Rab Ka Shukrana

Mera kalma hai tu, Azaan hai

Rab Ka Shukrana

Nhiều Hơn Từ IlluZ

Xem tất cảlogo

Bạn Có Thể Thích

Rab Ka Shukrana SHORT của IlluZ - Lời bài hát & Các bản Cover