Khayaloon mein main
Dooba mujhko hosh nai
Zamanna aisa isme mera dosh nai
Zabaan pe leke phool
Rakhhe haath me kaatein
Hai tabhi apne
Zyaada idhar dost nahi !
Khayaloon mein main
Dooba mujhko hosh nai
Zamanna aisa isme mera dosh nai
Zabaan pe leke phool
Rakhhe haath me kaatein
Hai tabhi apne
Zyaada idhar dost nahi !
Ham 12 baje raat ke main
Baatein karta khud se
Aadhi zindagi nikal
Gayi aur aadhi gupt hain
Door waale saath kitne
Paas waale chhot gaye
Kharid lete the
Duniya jisse abb bas woo
Chotte !
Yehh jo waqt hain na
Badal deta sab kuch
Koyi jhoom ke nache baarish
Mein tohh kisi ke liye bas dukh
Ye dhun bhi kehti mujhse
Kuch toh tujhe kuch aur
Tu samjhega tohh bohot yaha
Par samjhega nai sab kuch
Kyuki haalat alag
Insaan aur jazbaat alag
Buniyaad alag khwaab aur fariyaad alag
Hume kare agar kaam wahi wo
Phir bhi rahega bohot alag
Kisi ke liye tu sahi
Kisi ke liye main galat
Pair zameen pe rakhke
Dekhe aasmaan ke khwaab
Kyuki udne se zyaada
Grow karne ka hain shaukh
Ye chahte hisse
Hum chahte badhe pura lot
Ye bante kisse, hum
Kahaani banke jayenge laut
Amar scene mein
Loyalty Hain gene mein
Royalty khwahishon mein
Disloyalties na dreams mein
Royalties hain streams mein
Quality pe yakeen hain
Chahte mile real log na
Naa lawyers dikhe beech mein
Par yakeen pe baimaani padti bhaari
Zabaan ho gayi Sasti, karti note ki sawaari
Jawaan ho gayi basti
Tohh sheher ko chaldi gaadi
Parivaar rehh gaya pichhe
Tohh abb aani kiski baari
Khayaloon mein main
Dooba mujhko hosh nai
Zamanna aisa isme mera dosh nai
Zabaan pe leke phool
Rakhhe haath me kaatein
Hai tabhi apne
Zyaada idhar dost nahi !
Khayaloon mein main
Dooba mujhko hosh nai
Zamanna aisa isme mera dosh nai
Zabaan pe leke phool
Rakhhe haath me kaatein
Hai tabhi apne
Zyaada idhar dost nahi !
Galti itni ki ki galtiyoon ki abb ginti nai
Afsos bhot bhaari dil ye umeed thi nai
Sometimes I let my people down
But unko bhi na hain khabar
Yeh galtiyaan mere saath jayengi kabar
Insaan sab hain, hain kami sabke andar
Baahar se dikhte tough, hai nami sabke andar
Agar dil na khush toh bank
Amount hai lagta bas ek number
Ek jhooth banayenge sach
Phir ek se bante chaar
Phir jhootha rahega tu
Aur jhoothe tere yaar !
Burayi jo ek dikhi toh
Phir achayiyan sab bekaar
Phir ghaw padte aise jo na de sake auzaar
Kabhi hum taufa leke
Baithe khushi ke intezaar mein
Taraashe na tohh
Kya pehchaan bane heere ki
Dil hain naazook, tabhi
Zarurat humko seene ki
Kal ki sochh me kare aaj kyu barbaad
Hum saare khushnasib
Bas zarurat humko jeene ki
Khayaloon mein main
Dooba mujhko hosh nai
Zamanna aisa isme mera dosh nai
Zabaan pe leke phool
Rakhhe haath me kaatein
Hai tabhi apne
Zyaada idhar dost nahi !