Mili Bandi toh ye apno Ko Bhul Gaye
Mile kuch paise to sapno ko Bhul Gaye
Mila mukaam toh roots hi Bhul Gaye
Jo udne Lage toh utarna hi Bhul Gaye, utarna hi Bhul Gaye
Mili Bandi toh ye apno Ko Bhul Gaye
Mile kuch paise to sapno ko Bhul Gaye
Mila mukaam toh roots hi Bhul Gaye
Mile utarna hi Bhul Gaye, utarna hi Bhul Gaye
Din ke chaar peher pe chaar chehre inke
Doston pe waar gehre inke
Dhoka h milta jo rehte ye saath jo na
Matlab to kardoge chaar ginke
Fake people fake boss
Expose Karu main inhe Face wash
Aadat si padgayi hai mujhko kharaab
Ab toh Dikhte ye chaar bina piye sharaab
Baat karo inse saari bekaar hai
Raaz nahi teri baatein Jo inke paas khatarnaak bane tere liye rehke tere dost
Tere har barbaadi ki event kare host you suppose
Saath khade chaar par peeth peeche bane tere enemy
Dikhte Insaan se par Naam ke ye aadmi
Zabaan ki koi value nai karte Badnaam apni family
Ye asli bas utne hai jitna ki hota ek neta election se pehle
Ye loyal bas utne hai jitna ki hota employee rejection se pehle
Ye dete bas jhoota sahara piche rehke bas tere girne se pehle
Hai darte ye sach se bhai itni ki sochte h Sau Baar kuch bakne se pehle toh
Mili Bandi toh ye apno Ko Bhul Gaye
Mile kuch paise to sapno ko Bhul Gaye
Mila mukaam toh roots hi Bhul Gaye
Jo udne Lage toh utarna hi Bhul Gaye, utarna hi Bhul Gaye
Mili Bandi toh ye apno Ko Bhul Gaye
Mile kuch paise to sapno ko Bhul Gaye
Mila mukaam toh roots hi Bhul Gaye
Mile utarna hi Bhul Gaye, utarna hi Bhul Gaye
Nayi dost nayi jageh inhe dikha Naya fayeda
Dosti mein kanoon na kayeda
Hota agar toh ye hote saalaakhon ke
Peechhe bakyeda! bol aur kitna pakayega
Tere gang me wo baat nai fake inki baatein hain slang me wo baat nai
Crew teri jhoothi hai denge wo saath nai
Agar inke fayede me tera koi haath nai wooohh! Hume dikhta hai sab
Jhooth me baandh ke bikta na sach
Sirf mehmaan tu doori toh rakh
Hum thoke na jaali majboori samajh
Dikhe chaaro or mujhe log jo nakal kare bohot par safalta me khot na
Chale tu kar note jo uthaata tu fayeda
Bharosa ka ulti padegi teri soch
Na phaaltu kharoch
Har ghadi ye badalte naqaab inhe istemaal kare phir bhi viswaas nai
Har ghadi ye chahte bigaadna tujhe par bhai ye toh usme bhi khaas nai
Nakli dikhaawa tere kamyaabi pe jaali ye Khushi
Sochke Khudko I'm the man! But they rather be a puy
Mili Bandi toh ye apno Ko Bhul Gaye
Mile kuch paise to sapno ko Bhul Gaye
Mila mukaam toh roots hi Bhul Gaye
Jo udne Lage toh utarna hi Bhul Gaye, utarna hi Bhul Gaye
Mili Bandi toh ye apno Ko Bhul Gaye
Mile kuch paise to sapno ko Bhul Gaye
Mila mukaam toh roots hi Bhul Gaye
Mile utarna hi Bhul Gaye, utarna hi Bhul Gaye