menu-iconlogo
logo

Bohot Sahi

logo
Lời Bài Hát
Yeah! Raaton ko jaag kar

Mehnat jo karta

Woh zindagi meri

Nahi

Rukte na aandhi

Ke aane se

Sarfire ladke jo

Aadat se baaz nahi

Dikkatein kaafi

Hai dekhe hai

Dhoop to jhele hai

Barsaat kahin

Baaton se maane na

Log to chhode hai

Ghoose or maare

Hai laat kayi

Yeh woh

Khaandaani style

Baap jaisa beta

Main rukta ni bhai

Gaata jahaan par

Main thukta nahi bhai

Saath diya jisne

Bhi bhoolta ni bhai

Auron ke bich jyada

Khulta ni bhai

Kaccha main apne

Usool ka ni bhai

Hun main girta daily

Kyu ki roz karu try yeah

Yeah

Ajeeb si yeh talab hai

Barkat na milti to hoti

Yeh tadap hai

Bohot saare kehte

The rasta yeh galat hai

Suni bas khudki ab

Chhoo lena falak hai

Jeeta to swag aur

Hara to narak hai

Teri jala ke lagate

Yeh baraf hai

Raaste mein aate thhe

Log bhi to kaafi

Par maaf kiya tujhko

To maa ki yeh jhalak hai

Roz karu kaam

Roz bade daam

Roz bada naam rap

Subha shaam soch naa

Yeh aam

Koyi na lagam kainchi

Zubaan sabko salam

Jo bhi hai saath aur

Yeh bhai log bhi

Saare hai kaam

Mein maahir

Banate mehfil

Jaha hote shamil

Likhawat aisi na

Hai sabko haasil

Bhare panne aise

Hoye sab munasir haan

Ab karte hai jo mazi

Kamate hai paise to

Lagti hai zindagi

Bohot sahi, bohot sahi

Lagti hai zindagi

Bohot sahi, bohot sahi

Rookne ka hum mein koyi

Shauk nahi, shauk nahi

Lagti hai zindagi

Bohot sahi, bohot sahi

Lagti hai zindagi

Bohot sahi, bohot sahi

Liya maine koyi loss nahi

Ab likhun jab verse bhi

Hilti hai dharti

Rapper jo farzi hai

Khauf mein hi

Mere sheher mein

Launde hai soft nahi

Swinging that iron

Yeh golf nahi

Krsna jab aaya to

Beef ka safaya

Gau rakhshakon

Ke paas job nahi

Kill kiya tab

Maine kill kiya aaj

Jab dil kiya

Bhaiya maine

Kill kiya saanp

Mere will ki hai baat

Hasil kiya taj

You don't really

Want smoke khol do

Khidkiyan aaj

Shaitaan dekho

Peeth pe savaar

Asli mein hard tu?

Street mein sawaal

Weak hai na bars

Yeh jeete na chal

Gandhi ke vichaar

Par beat pe jawahar

Baaki jab jaan, to

Wakayi mein shaan

Asli ho kaam toh

Sunti aawaam

Tarakki pe dhyaan

Hai to sabko salaam

Par waar ke tufaaan mein

Yeh kalam bhi abdul kalam

I call it calamity haan

Inka fan base banawati haan

Inka toh style

Hai comedy haan haan

Quantity hai par

Quality kahan?

Mein to yahan

Already tha

Umar jab sola thi

Do re mi fa

Kolkata sheher

Mein jtrix hai dost

Baaki to mera

Wahan koyi na mitra

Raising the bar

Blazing a path

Hustle thi real meri

Main to kabhi lazy na tha

Main to bars ka gulaam

Par kaidi na tha

Khule aam le lun jaan

De do meri saza

Ab karte hai jo mazi

Kamate hai paise to

Lagti hai zindagi

Bohot sahi, bohot sahi

Lagti hai zindagi

Bohot sahi, bohot sahi

Rookne ka hum mein koyi

Shauk nahi, shauk nahi

Lagti hai zindagi

Bohot sahi, bohot sahi

Lagti hai zindagi, bohot sahi