menu-iconlogo
huatong
huatong
jokhay-auqaat-cover-image

Auqaat

Jokhayhuatong
starpride2huatong
Lời Bài Hát
Bản Ghi
Khanabadosh par shehar anjaan na

Basti jala do, mera koi makaan na

Kashti duba dun, jaanleva wave ye

Fat stacks pade mere safe me (Yeah, yeah)

Zanjeerein zindagi ajeeran hum leky

Tasveere kuch haatho me berang

Jo seene me dil hai aur dil me ek sheh-rag

Aur katte toh khoon hi khoon hai veere (Yeah, yeah)

Dehsat hi dehsat hai, mehshar hai mehshar ki

Vehsat hai shake up the scene jaisey

Zaljala motherfuckers running for their life

Phir bhi jaaye marmara

Fa, fa, fa, fa

Khoon hi khoon hai veerey

Khauf hai tari ab baatilon par

Sab baitha dekhun mai baadlo par

Mujhse na kar tu zikar ab maqtool ka (Na, na)

Mujhse kalaam kar kaatilo par (Yеah)

Mujhe ilzaam de Qatal-e-aam ka

Mai kamata abhi apne naam ka

Launde karna chahe beef ab khamakha

Karun shukar mile rabb ke inaam ka (Yeah)

Kha chuka rappers na churi na kaanta (Na)

Theka nahi uthaya saaro ka maine

Jo bhi kamaya wo apno me baanta

Wo maange feature, ab jaise ye christmas hai

Aur tera bhai bana hua hai santa (Yeah)

Jhaat by 13 ka scene nahi tera

Mai Delhi se Mumbai se Puna se Patna

Tune mera kuch bhi ni patna

Aur hat na, mai sadma du tujhko tu jitna hai utna reh

Bada hone ki koshish me latakna tu

Katte toh khatna tu, reference samajh na

What′s this like?, tu bana hi nahi for this life

Tu kaise laayega meri waali vibe

You're not even my look alike

I look alive, teri aankhe band hai sirf munh khula hai

You′re a dead man, iski bori kahan hai chote

Hum hustler karachi ke, bonafide, kattar southside

Auqaat me reh (Krr, krr)

Auqaat me reh

Kya kare hum tere se baat

Tu karega yaad, nahi bhulega baap ko be (Brrrrrrr)

Aana phirr haath toh shek, Aana phir aag se khel

Sab waqif hai mere mizaj se

Khula ye haath, toh dafan chamath se ek

Falak se girte taare jo na toot'te

Zameen de gawahi jaake puch le

Sach ke taalib ladte rahe jhoot se

Asal Karachi vibe, jaa jaake puch be

Shuru karun bolna, toh lage jaise shayari

Jabki mai pahuncha ni qafiye tak

Wo bheje paigaam

Aur mai padhta hi nahi

Sandese hi nahi laate mere daakiye tak

Qisso se shuru mere waqiye tak

Meri hustle hi mera guroor hai

Tu baap ki mehnat pe palta reh tu

Thik bhi hoke mazoor hai

Chal jigar durr reh

Paalne ni saanp log

Kaise phunche yahan tak jaante ni aap log

Baate itni wazni

Tolte hai naap log

Hum hi yahan sahab log, hum hi tere baap log

Jaate idhar kaanp log

Mai bhi khaata taras nahi

Roz peete huye charas sochun piyu charas nahi

Agar maine khud se karne muqable

Toh jeetu ya haarun, isse mujhe garz nahi

Raat ka (Tussis), abhi thoda bacha bas

Peete huye sochun kisi tarah lage break bas

Laakho sawaal aur ghabri mai baitha

Mujhe laga darr, meri ho na jaaye peshkash

Tedhe ilaako se, bachte hum naako se

Boys saare stand by, khoon gire aankho se

Husool-e-rizq, halal ab mic par

Hustler hai beta hum darte ni faaqon se

Saaf dil, farak pade nahi daago se

Tum phal khao, deal meri baaghon se

7 surr jaise milte hai saazo se

Mardo ki fauj kya ledegi kaako se (Woww!)

Andar ki baat, katra nahi, samandar ki baat

Mere homies tum pe hanste

Hanse tere kaam pe

Tum chutiya karte ho bandar ki baat

Ye hai sikander ki baat

Itni sacchai qalandar ki baat

Tabhi log saath jaane mere kisse

Karachi mere bhai ka toh maangne ni hisse

Auqaat me reh (Krr, krr)

Auqaat me reh

Kya kare hum tere se baat

Tu karega yaad, nahi bhulega baap ko be (Brrrrraa)

Aana fir haath toh shek, Aana fir aag se khel

Sab waqif hai mere mizaj se

Khula ye haath, toh dafan chamath se ek

Falak se girte taare jo na toot'te

Zameen de gawahi jaake puch le

Sach ke taalib ladte rahe jhoot se

Asal Karachi vibe, jaa jaake puch be

Baadal shirhana, khuda ne sambhala hua

Khud se begana par hip-hop yaha paala hua

Mere muqalif ko milta niwala na

AK-47 ye kalam kaatilana

Dagadaari ki ho saza bhaari denge

Gaali chahte, meri jagah khaali

Adakari kadak hai ye bande jali

Mai likhari alag kyun ki kandhe bhaari

Mere bande baaghi, ye bhi zimmedari

Hone chamber khaali dekhi maaramari

Ab ye duniyadaari, mujhe jyada khaari

Kitni raate kaali dhundho wajah khaali

Nahi kiya resign, babe handle me

I′m giving my time to melodies

Karun aaj bhi deal′e sign

Tehzeeb na bhule beshak pee rahe ho hennessy

Yahan logo me apno se jealousy

Munh pe formality, peeth peeche parody

Dhue se bhare har vanity

Alag mentality, loosing my sanity, aanh

Push kare scene, khush kare log

Mukhtalif flows, mukhtalif soch

Uth te madhosh, bhutt mere dost

Ghuth rahe log, dukh mile roz

Dil me hai khot, khud bhare choth, aanh

Gafil zamane ko chahta samjhana

Magar abhi haara nahi hun

Kaabil begaane ek din sabne jaana

Hai jaana, awara sahi hun

Khud kiya sab par bechara nahi hun

Mehnat jyada toh gawara nahi hun

Ye chahte hai humko harana

Magar inki ana le dube jahan jaana nahi hai

Kehte kya kare? koi chaara nahi hai

Famous hona hai sahara nahi hai

Dhad se alag kar de sar tera sunn chote

Rakha hai abhi sirf daala nahi hai

Auqaat me reh (Krr, krr)

Auqaat me reh

Kya kare hum tere se baat

Tu karega yaad, nahi bhulega baap ko be (Brrrrrr)

Aana fir haath toh shek, Aana fir aag se khel

Sab waqif hai mere mizaj se

Khula ye haath, toh dafan chamath se ek

Falak se girte taare jo na toot'te

Zameen de gawahi jaake puch le

Sach ke taalib ladte rahe jhoot se

Asal Karachi vibe, jaa jaake puch be

Nhiều Hơn Từ Jokhay

Xem tất cảlogo