menu-iconlogo
logo

Vichaar

logo
Lời Bài Hát
Bistaar pe pada ya vichaar

Me pada mai padhe khat

Saare tere bure haal me pada

Mai parityaag kiya ghar ko

Ye vish ke rishte ban

Kiske paas jaun mai

Haar ke gira mai

Dwaar khule mere liye saare

Andhera dikha mujhe

Log baat karerein toh karein

Savera dikha mujhe

Tijori todi maine bhool

Gaya aabru ko

Chori kari maine bola

Khudse ke jagruk ho

Vo bhi kya nasha tha

Nasha bhi kya tha pata na

Lat lagi talab ki

Chat bhula mai khata na

Na chahta batana

Par batana padega

Zindagi haik ek tamasha

Ise ghatana padega dost

Jhuth sune mujhe sach na pata hai

Aur has ke talo bala ko

Jachna pata hai

Kushi kam sukhi kam the hum

Chuki har baat jab chali

Zubaan nam the hum

Sum the kam hum

Hum hal nahi kar paye

Chal chal hum chal diye jis side

Jaz jaz jazbaati thoda ho gaya mai

Kho gaya mai

Hosh aaya so gaya mai

Vish diya tune pee gaya mai

Duniya hari sari jab jee gaya mai

Jazbaati thoda ho gaya mai

Kho gaya mai

Hosh aaya so gaya mai

Vish diya tune pee gaya mai

Duniya hari sari jab jee gaya mai

Tere rooh ko sukoon na mile

Toh is neend ka fayda kya

Jeene ka mayena na hai koi

Ye mere aaina bole

Tere jaye na bhoot tu

Ukhadega kya

Jab jayega loop

Tere rooh ko sukoon na mile

Toh is neend ka fayda kya

Jeene ka mayena na hai koi

Ye mere aaina bole

Tere jaye na bhoot tu

Ukhadega kya

Jab jayega loop

Sacchai me kood

Acchai me doob

Mati bhram me dimag

Gati kam huyi sochne

Ke khwaab bane khauf mere

Vish ki ye soch dekhi

Miss kiya maine

Mere logo ko do soobato

Toh pyaar karo mujhe

Krodh rakho na ye chodo bhi toh

Todo na tum aisa sath

Mujhe maat mile

Kushi milegi kya tumhe

Agar mujhe ghaat mile

Fir badal mann

Tairne laga hai mera doob gaya tan

Poora failne laga hai vish

Parijan durjan bane

Dhan bana dushman

Manmana hum sune hiss

Apghati soch apradhi boht

Bhuddhi bhrasht hui

Meri jaise nas kati dost

Jazbaati thoda ho gaya mai

Kho gaya mai

Hosh aaya so gaya mai

Vish diya tune pee gaya mai

Duniya hari sari jab jee gaya

Mai jazbaati thoda jo gay

Mai kho gaya mai

Hosh aaya so gaya mai vish

Diye tune pee gaya mai

Duniya hari sari jab jee gaya mai

Tere rooh ko sukoon na mile

Toh is neend ka fayda kya

Jeene ka mayena na hai koi

Ye mere aaina bole

Tere jaye na bhoot tu

Ukhadega kya

Jab jayega loop

Tere rooh ko sukoon na mile

Toh is neend ka fayda kya

Jeene ka mayena na hai koi

Ye mere aaina bole

Tere jaye na bhoot tu

Ukhadega kya

Jab jayega loop

Jazbaati thoda ho gaya mai

Kho gaya mai

Hosh aaya so gaya mai

Vish diya tune pee gaya mai

Duniya hari sari jab jee gaya mai

Jazbaati thoda ho gaya mai

Kho gaya mai

Hosh aaya so gaya mai

Vish diya tune pee gaya mai

Duniya hari sari jab jee gaya mai

Jazbaati thoda ho gaya mai

Kho gaya mai

Hosh aaya so gaya mai

Vish diya tune pee gaya mai

Duniya hari sari jab jee gaya mai

Jazbaati thoda ho gaya mai

Kho gaya mai

Hosh aaya so gaya mai

Vish diya tune pee gaya mai

Duniya hari sari jab jee gaya mai