menu-iconlogo
logo

Zeher

logo
Lời Bài Hát
Aur main ghutne par

Dua mein khushi bhejun

Tujhse tera dukh lekar

Ye kashmakash ki

Ye kashmakash ki rush mein

Jeene ke main dhoondhu nuskhe

Na bas mein mere

Ab main bandagi ke dhoondhu chaske

Samaan to laapata hai

Meri isme kya khata hai

Kama ke main jama ke deta dil se, ye vafa hai

Dhamake kar doon tere pe beta mard hoon main

Par vata, teri maan ke pag pe sar doon main

Vishay hai ye vish ka

Ab zinda kal m**a

Sar chadh jayega jab tab ghar ja

Tu lad ja ya m**a

Dassne vaale laakh naag

Kuch to apne saath saath hain

Raat raat mein jo kaate tujhko

Vishay hai ye vish ka

Ab zinda kal m**a

Sar chadh jayega jab tab ghar ja

Tu lad ja ya m**a

Dassne vaale laakh naag

Kuch to apne saath saath hain

Raat raat mein jo kaaten tujhko

Tere man ke saanp hai

Tu paapon mein

Kisi na kisi ke shraap mein

Bahot taakat hai

Par apane karm kabhi galat nahin

Dimaag thoda sataka hai

Dharm kabhi galat nahin

Insaan kidhar sachcha hai

Jalan

Bhai ko bhai se psycho hum hain maanate

Phir kaay ko hum na jaante, kyun

Tera maalik mera maalik, ek hai

Tu la kaalikh khud ke chehare pe ponchh de

Soch ke, zeher si ye baatein ye

Laaten, ye kha ke, maza le ye kick hai ye

Vo jo bad trip hai, saza degi

Kuch meri raza leke baithe hain mehfil mein

Dam le aur bak de jo hai dil mein kah bhi de

Vishay hai ye vish ka

Ab zinda kal m**a

Sar chadh jayega jab tab ghar ja

Tu lad ja ya m**a

Dassne vaale laakh naag

Kuch to apne saath saath hain

Raat raat mein jo kaate tujhko

101

Main filmein banaane mein maahir sa tha

Aur kill mein villain kar ke zaahir sa tha

Logon main, idhar kuaa udhar khaai hai

Dasste se shabd, kaise fasste dekh bhai hain

Tu mujhko kill kar ya ban mera dilabar

Ai sapne mere, mere apno ka tu bill bhar

Samandar mein naav meri chal padi

Bhookhe ko bhookh lagi

Sooraj aaya dhoop lagi

Kuchh to kar

Sookhe ko paani ki pyaas lagi, saans dabi

Meri bole uth ke chal

Toot ke bal chakanaachoor

Sitaare banana chaahen sab

Hataash hain, niraash hain

Koi rab se bole, kuchh bhi na to mere paas hai

Koi jag se bole kab se kab tak ham se ragbat

Koi daakh ras maange fir bhi milata sharabat

Yahaan pe aahaten hain

Raahat hai na mili rooh ko

Ye dil mein pyaar hai par

Chaahat hai na mili tumako

Tu mera dil le, mehafil le, ye feel le

Ye nagri meri, dagri meri, tu chill le

Raat raat mein jo kaaten tujhko

Vishay hai ye vish ka

Ab zinda kal m**a

Sar chadh jaega jab tab ghar ja

Too lad ja ya m**a

Dassne vaale laakh naag

Kuch to apane saath saath hain

Raat raat mein jo kaaten tujhko

Main shoonya tha

Kal ko aaj duniya ka

Paapi kaam na kie kabhi, kadaapi

Chhaati chaudi kar ke ladate the

Hum to karte the jo karana tha

Karm ka, khaaya apane phal ka hi nivaala

Aur vataaya sabko chalta banaaya

Jo the khote log chhote soch ke

Sab de hum unhin ko

Jo bhi sacche lagte soch ke

Rakhte hain hum unhi ko jinko chaahe fauj mein

Rakt kam hai, shabd bam hai, foote to kshay hai

Vijay hai hamaari hamesha

Vijay hai hamaari hamesha

Vijay hai hamaari hamesha

Peace

Zeher của Kaam Bhaari - Lời bài hát & Các bản Cover