menu-iconlogo
huatong
huatong
avatar

Aise Kaise

Kanikahuatong
ntoneryhuatong
Lời Bài Hát
Bản Ghi
Aise kaise keh diya

Aandhi jaisi, teri zubaan

Ek lamhein mein jo

Hum toh badal gaye, ohh

Aise kaise keh diya

Jo bhi tu karta

Woh hi main karti

Tere se na ho galti

Tu jo bhi soche

Wo hi sahi tha

Kisi aur Ka na sunti

Phir yun achanak

Se jo tu bola

Main teri baat na samjhi

Hosh udd gaye

Saansein ruk gaye

Tu wahin ka wahin

Aise kaise keh diya

Aandhi jaisi, teri zubaan

Ek lamhein mein jo

Hum toh badal gaye, ohh

Aise kaise keh diya

Mann mein jo bhi aaya hai

Tune bol hai daala re

Jaise hum the pehle

Waise na hoga re

Doobi main sawaalon mein

Mere har ek baare mein

Tu nikale kamiyaan

Toh hua kya kya

Aise kaise keh diya

Aandhi jaisi, teri zubaan

Ek lamhein mein jo

Hum toh badal gaye, ohh

Aise kaise keh diya

Nhiều Hơn Từ Kanika

Xem tất cảlogo

Bạn Có Thể Thích

Aise Kaise của Kanika - Lời bài hát & Các bản Cover