KK: Arey arey arey na na na...
Aaj rapat jaaye toh hame naa uthaiyyo
Aaj fisal jaaye toh hame na uthaiyyo
Hame jo uthaiyyo toh,
Hame jo uthaiyyo toh, khud bhee rapat jaiyyo
Ha khud bhee fisal jaiyyo
Aaj rapat ha ha, aaj rapat jaiyyo toh hame na uthaiyyo
KK: Barsaat me thee kaha baat aisee
pehlee bar barsee barsat aisee
Barsaat me thee kaha baat aisee pehlee bar barsee barsat aisee
AB: Kaisee yeh hawa chalee, panee me aag lagee, jaane kya pyaas jaagee re
KK: Bhiga yeh tera badan, jagaaye mithee chubhan
Nashe me jhume yeh mann re,
AB: kaha hu mai mujhe bhee yeh hosh nahee aaye
KK: Ha ha ho ho Ha ha ho ho
Aaj behak jaaye toh hosh na dilaiyyo
Aaj behak jaaye toh hosh na dilaiyyo
Hosh jo dilaiyyo toh
Hosh jo dilaiyyo toh, khud bhee behak jaiyyo
Aaj rapat ha ha, aaj rapat jaiyyo toh hame na uthaiyyo
AB: (Badal me bijalee baar baar chamke
Dil me mere aaj pehlee baar chamke)
(Badal me bijalee baar baar chamke
Dil me mere aaj pehlee baar chamke)
KK: Hasina daree daree, baaho me simat gayee, sine se lipat gayee re
AB: Tujhe toh aya maja, tujhe toh sooji hasin, meree toh jaan fasee re
KK:Janejigar kidhar chalee najar churake
Ha ha ho ho Ha ha ho ho
AB: Bat ulajh jaiyyo toh aaj na suljhaiyyo
Bat ulajh jaiyyo toh aaj na suljhaiyyo
Bat jo suljhaiyyo toh
Bat jo suljhaiyyo toh khud bhee ulajh jaiyyo
KK: Aaj rapat ha ha aaj rapat jaiyyo toh hame na uthaiyyo
KK: Badal se chham chham sharab barse
AB: sawaree ghata se shabab barse
KK: Badal se chham chham sharab barse
AB: sawaree ghata se shabab barse
KK: Bundon kee bajee payal, ghata ne chhedee gajal, yeh rat gayee machal re
AB: Dilon ke raj khule, fija me rang ghule, jawa dil khulke mile re
KK: Hona tha jo hua wahi abb darana kya
AB: Ha ha ho ho Ha ha ho ho
Aaj dub jaye toh hame na bachaiyyo
Aaj dub jaye toh hame na bachaiyyo
KK: (Hame jo bachaiyyo toh
(Hame jo bachaiyyo toh khud bhi dub jaiyyo
Aaj rapat ha ha aaj rapat jaiyyo toh hame na uthaiyyo
Aaj fisal jayen toh hame na uthaiyyo
AB: Ha ha
KK :ho ho
AB: Ha ha
KK :ho ho