menu-iconlogo
logo

Jeena Kya Aji Pyar Bina

logo
Lời Bài Hát
M jina kya aji pyar bina,

jeevan ke yahi chaar dina

jina kya aji pyar bina,

jeevan ke yahi char dina

dhan daulat bina chale magar,

zindagi na chale yaar bina

mili dunia to maza hai ke mile dil bhi

bindiya bhi chamke to baje payal bhi

F hooooooooo....TILL BAJE PAYAL BHI...

M mili dunia to maza

hai ke mile dil bhi

bindiya bhi chamke, to baje payal bhi

F jina kya aji pyar bina,

jeevan ke yahi char dina

dhan daulat bina chale magar,

zindagi na chale yaar bina

mili dunia to maza, hai ke mile dil bhi

bindiya bhi chamke to baje payal bhi

haa aaa

M jina kya aji pyar bina,

jeevan ke yahi char dina

Music

M sapne pure hue aaj,din firte nahi deri

sun o mere hasi aaj ek tuhi nahi,

sari dunia hai meri

F hoo oooo

sapne pure hue aaj din firte nahi deri

sun o mere hasi aaj, ek tuhi nahi,

sari dunia hai meri

M mili dunia to maza,hai ke mile dil bhi

bindiya bhi chamke, to baje payal bhi

B mili dunia to maza,hai ke mile dil bhi

bindiya bhi chamke, to baje payal bhi

F jina kya aji pyar bina,

jeevan ke yahi char dina

M dhan daulat bina chale magar,

zindagi na chale yaar bina

Music

Search navga digital for more

F sone chandi ka wo dil kya

jo na dil ke kaam aaye

M yahan to teri kasam pyar walo me sanam

apna pahla nam aaye

F oooo.. sone chandi ka wo dil kya,

jo na dil ke kam aaye

M yahan to teri kasam pyar walo me sanam

apna pahla nam aaye

F ho mili dunia tomaza hai k mile dilbhi

bindiya bhi chamke, to baje payal bhi

M jina kya aji pyar bina,

jeevan ke yahi char dina

F dhan daulat bina chale magar,

zindagi na chale yar bina

BOTH mili dunia to maza

hai ke mile dil bhi

bindiya bhi chamke,to baje payal bhi

jina kya aji pyar bina,

jeevan ke yahi char dina

dhan daulat bina chale magar,

zindagi na chale yaar bina

CHORUS lala la lala lala lala TILL END

Jeena Kya Aji Pyar Bina của Kishore Kumar/Asha Bhosle - Lời bài hát & Các bản Cover