Qurbani, Qurbani, Qurbani, Qurbani
Qurbani, Qurbani, Qurbani, Qurbani
Mere Allah Ko Pyari Hai Bahot Qubani
Yun Na Dikh Lao Karo Chhor Do Ye Nadani
Mere Allah Ko Pyari Hai Bahot Qubani
Apne Iman Ko Sunnat Pe Amada Kar Ke
Raaji Allah Kare Iska Irada Karke
Aise Logon Se To Naraz Khuda Hota Hai
Wo Jo Qurbani Karen Sirf Dikhawa Kar ke
Ho Dikhawa Jo Hoti Hai Ye Be-Imani
Mere Allah Ko Pyari Hai Bahot Qubani
Qurbani,Qurbani, Qurbani,Qurbani
Qurbani,Qurbani, Qurbani,Qurbani
Iske Badle Me Gharibon Ke Madadgar Banon
Yun Gharibon Ke Liye Sahibe Kirdar Banon
Iski Nisbat To Payamber Se Judi Hai Logon
Isko Krane Ke Liye Iske Talabgar Bano
Ho Niyat Saaf To Hoti Badi Aasani
Mere Allah Ko Pyari Hai Bahot Qubani
Qurbani,Qurbani, Qurbani,Qurbani
Qurbani,Qurbani, Qurbani,Qurbani
Janwar Huqm Khuda Hashr Me Jo Aayenge
Log Qurbani Ka Is Roz Sila Payenge
Aajizi Mano Ye Allah Ki Rahmat Hogi
Jo Takbbur Me Kiya Karte Hain Pachhtayenge
Hai Junaid Naaz Hamen Baat Yahi Samjhani
Mere Allah Ko Pyari Hai Bahot Qubani
Qurbani,Qurbani, Qurbani,Qurbani
Qurbani,Qurbani, Qurbani,Qurbani