menu-iconlogo
huatong
huatong
lata-mangeshkar-aapki-nazron-ne-samjha-cover-image

Aapki Nazron Ne Samjha

Lata Mangeshkarhuatong
afteyxqa753huatong
Lời Bài Hát
Bản Ghi

Aap ki nazron ne samjha

Pyaar ki qaabil mujhe

Dil ki ayye dhadkan theher jaa

Milgayi manzil mujhe

Aap ki nazron ne samjhaa

Jee humein manzoor hai

Aap ka yeh faisla

Jee humein manzoor hai

Aap ka yeh faisla

Keh rahi hai

Har nazar banda parvar shukriya

Do jahaan ki aaj khushiyaan

Ho gayi haasil mujhe

Aap ki nazron ne samjhaa

Aap ki manzil hoon main

Meri manzil aap hain

Aap ki manzil hoon main

Meri manzil aap hain

Kyun main toofaan se daroon

Mera saahil aap hain

Koyi toofaanon se keh de

Mil gaya saahil mujhe

Aap ki nazron ne samjha

Pyaar ke qaabil mujhe

Aap ki nazron ne samjha

Pad gayi dil par meri

Aapki parchhaiya

Pad gayi dil par meri

Aapki parchhaiya

Har taraf bajane lagin saikado shahnaiya

Hanske apani jindgi me

Kar liya shamil mujhe

Apki n o ne samjha

Nhiều Hơn Từ Lata Mangeshkar

Xem tất cảlogo

Bạn Có Thể Thích