Parda parda rukhe roshan se hatana
Tab jab ankhe sab band kare
Parda rukhe roshan se hatana
Tab jab ankhe sab band kare
Kyunki mujhko sharam ati hai
Meri jan nikhal jati hai
Meri surat mera jalva dikhana
Tab jab ankhe sab band kre
Pardha rukhe roshan se hatana
Tab jab ankhe sab band kare
Tanha nahi hum na mahfil me hai
Na jane kya ho mushkil me hai
Tanha nahi hum na mahfil me hai
Na jane kya ho mushkil me hai
Dekho ye ishara samjho ye ishara
Khudara, mujhko bana na apna nishana
Tab jab ake sab band kare
Mujhko bana na apna nishana
Tab jab ake sab band kare
Meri surat mera jalva dikhana
Tab jab ankhe sab band kare