Duniyaa ki tarah
Rasmon ki tarah
Waadon ki tarah
Kasmon ki tarah
Mausam ki tarah tum bhi
Badal to naa jaaoge
Mausam ki tarah tum bhi
Badal to naa jaaoge
Duniyaa badalti hai
Mausam badalte hain
Lekin mere dil ko
Badal nahin paaogeee
Mausam ki tarah tum bhi
Badal to naa jaaoge
Mausam ki tarah tum bhi
Badal to naa jaaoge
Aasmaanon ke aage
Tumne waada kiya hai
Dil ke badle mein maine
Pyaar tum ko diya hai
Dharti ki ambar ki kasam
Mujhko hai tere sar ki kasam
Nazren badalti hain
Sapne badalte hain
Lekin meri dhadkan ko
Tum dhadkaaoge
Mausam ki tarah tum bhi
Badal to naa jaaoge
Mausam ki tarah tum bhi
Badal to naa jaaoge
Meri pehli tamanna
Aakhiri pyaar ho tum
Ruh mein bas gaye ho
Mere dildaar ho tum
Aise hi tumhen chaahunga main
Tumhen dulhan bhi banaunga main
Sehre badlte hain
Khushboo badalti hai
Pal pal meri saanson ko
Tum mehkaaogeee
Mausam ki tarah tum bhi
Badal to naa jaaoge
Mausam ki tarah tum bhi
Badal to naa jaaoge
Tumne dhoka diya to
Kuchh bhi kar jaaungi main
Tum juda jo huye to
Dekho marr jaaungi main
Meri manzil teri raahon mein hai
Meri jannat teri baahon mein hai
Raahi badalte hain
Raste badalte hain
Main daud ke aaunga
Jo mujh ko bulaaoge
Mausam ki tarah tum bhi
Badal to naa jaaoge
Mausam ki tarah tum bhi
Badal to naa jaaoge
Badal to naa jaaoge
Badal to naa jaaoge
Badal to naa jaaoge