Har kisi ko nahin milta yahaan pyaar zindagi mein
Pyaar zindagi mein

Khushnaseeb hain wo jinko hai mili ye bahaar zindagi mein

Zulfon ke naram andhere hain, jismon ke garam ujaale hain

Jeete-jee humko pyaar mila, hum dono qismat waale hain
Hum dono qismat waale hain
Har kisi ko nahin milta yahaan pyaar zindagi mein
Har kisi ko nahin milta yahaan pyaar zindagi mein
Khushnaseeb hain wo jinko hai mili ye bahaar zindagi mein
Har kisi ko nahin milta yahaan pyaar zindagi mein
Pyaar zindagi mein, pyaar zindagi mein