Mera dil tadap raha hai mera jal raha hai seena

Ki dava vahi milegi,ki dava vahi milegi mujhe le chalo madina
Mera dil tadap raha hai mera jal raha hai seena
Didare mustafa ko ankhen taras rahi hai
Didare mustafa ko ankhen taras rahi hai
Dushwar ho gaya hai,dushwar ho gaya hai unke bagair jeena
Mera dil tadap raha hai mera jal raha hai seena
Taswire mustafa jo nazar aa rahi hai dil me

Mai yeh sochta hoon,mai yeh sochta hoon dil me mera dil hai ya madina
Mera dil tadap raha hai mera jal raha hai seena
Mujhe gardisho na chedo mera hai koi jaha me

Mai abhi pukar lunga,mai abhi pukar lunga nahi dur hai madina
Mera dil tadap raha hai mera jal raha hai seena
Iqbal naatvo ki bas ek ilteja hai
Iqbal naatvo ki bas ek ilteja hai
Rahe zindagi salama,rahe zindagi salamatt mai bhi dekh loon madina