(Movie-Baghavat -1982)
Pani mein aag dekho
Kaise laga rahi hai
Gora badan chupa ke
Gori naha rahi hai
Aaksh ki pari hai
Ya koi aur hai tu
Ladki nahi hai jalim
Resham ki
Dor hai tu
Moot
Itni haseen
Haye ye nagin desle to kya kahna
Nagin sa roop hai tera
Nagin sa roop hai tera
Main banke prem sapera
Le jaunga tujhko
Duniya dekhegi, dekhegi
Nagin sa roop hai tera
Main banke
Prem sapera sapera le jaunga, tujhko
Duniya dekhegi
Ho le jaunga tujhko
Duniya dekhegi
(Singer: Mohammed Rafi)
Tu pahre lakh bithale
Tu parde lakh girale
Ha pahre lakh bithale
Tu parde lakh girale
Mahlo pe na itrana
Us dil ko na thukrana
Ye dil kya mahal se kam hai
Jisme hai
Tera basera
Nagin sa roop hai tera
Main banke prem sapera
Ho le jaunga tujhko
Duniya dekhegi
(Music Director: Laxmikant Shantaram)
Jo pyar kiya karte hai
Marne se kab darte hai
Jo pyar kiya karte hai
Marne se kab darte hai
Tu apna mukh dikhla de
To kitne chand uda de
Tu zulfo ko bikhrade
To karde
Ghor andhera
Nagin sa roop hai tera
Mai banke prem sapera
Ho le jaunga tujhko
Duniya dekhe gi haa
(Lyricis: Anand Bakshi)
Agar aaj nahi
Kal hoga
Kuch sart laga
Chal hoga
Agar aaj nahi
Kal hoga
Tu kuch sart laga
Chal hoga
Jagega been ka jadu
Chham chham chham nachegi tu
Haske tere hotho se
Peelunga jahar main tera
Nagin sa roop hai tera
Main banke prem sapera
Le jaunga tujhko
Duniya dekhegi
Ho le jaunga tujhko
Duniya dekhegi
Ho le jaunga tujhko
Duniya dekhegi.