Zinda rahen toh kya hai
jo mar jayen hum toh kya,
Zinda rahen toh kya haijo
mar jayen hum toh kya
duniya se khamoshi se
guzar jaayen hum toh kya.
Zinda rahen toh kya hai jo
mar jayen hum toh kya,
duniya se khamoshi se
guzar jaayen hum toh kya.
Hasti hi apni kya hai zamaane ke saamne,
Hasti hi apni kya hai zamaane ke saamne,
ek khwab hain jahaan mein
bikhar jaayen hum toh kya.
duniya se khamoshi se
guzar jaayen hum toh kya.
Ab Kaun muntazir hai hamare liye wahan
ab kaun muntazir hai hamare liye wahan
shaam aa gayi hai laut ke
ghar jaayen hum toh kya.
duniya se khamoshi se
guzar jaayen hum toh kya
Dil ki khalish toh saath
rahegi tamaam umar,
Dil ki khalish toh saath
rahegi tamaam umar
dariya e ghum ke paar utar
jaayen hum toh kya.
duniya se khamoshi se
guzar jaayen hum toh kya
Zinda rahen toh kya haijo
mar jayen hum toh kya,
duniya se khamoshi se
guzar jaayen hum toh kya