Do lafz ki hai baat ek hi hai
Kyon darmiyan fir ruki ruki
Kah bhi na paayen, rah bhi na paayen
Kyon be-wajah hai ye bebasi
Tum me hum hain hum me tum ho
Tum se hum hain humse tum ho
Qismato se milte hai do dil yahan
Har kisi ko nahi milta
Yahaan pyaar zindagi me
Har kisi ko nahi milta
Yahaan pyaar zindagi me
Khush-nasib hai hum jinko hai milee
Ye bahar zindagi me
Har kisi ko nahi milta
Yahan pyar zindagi me
Har kisi ko nahi milta
Ye zindagi me
Khush-nasib hai jo hume mila
Zindagi me
Har kisi ko nahi milta
Ye zindagi me
Khush-nasib hai jo hume mila
Zindagi me
Tu mohobbat hai ishq hai mera
Ik ibadat hai sath ye tera
Tu mohobbat hai ishq hai mera
Ik ibadat hai sath ye tera
Jab dil se dil mile hain
Phir kyon ye faasle hai is tarah
Aa bol de tu ya bol du main
Kab tak chupayen ye be-khudi
Tum me hum hain hum me tum ho
Tum se hum hain humse tum ho
Qismato se milte hai do dil yahan
Har kisi ko nahi milta
Yahaan pyaar zindagi me
Har kisi ko nahi milta
Yahaan pyaar zindagi me
Khush-nasib hai hum jinko hai milee
Ye bahar zindagi me
Har kisi ko nahi milta
Yahan pyar zindagi me
Tu hai ab mai hun
Tu hai to mai hun
Tu hai to mai hun