Ik zamanay mai hum
Tum akeylay he miltay thay dekho ab kaisay
Hum tum hain chup
Na koi karnay ko baat hai phir bhi teri
Ankho mai kho jaoun
Sapno mai saath ho tum
Saath ho tum
Is kahani ko kaisay mai manu hoi khatam
Hoi khatam
Tum se milna munasib hai ya na
Yeh pata na hai
Humain bus sahi lagta hai
Ab bhi dard hota hai jab tum uth ke jatay ho
Ruk jao
Na jao aj tum
Kash hum tere bin
Jeena seekh jaey per tum bhi tou jaanay na
Deyti ho
Thaam leyti ho bahoun mai
Galat hai jab ke ke
Ankho mai kho jaoun
Sapno mai saath ho tum
Saath ho tum
Is kahani ko kaisay mai manu hoi khatam
Hoi khatam
Tum se milna munasib hai ya na
Yeh pata na hai
Humain bus sahi lagta hai
Ab bhi dard hota hai jab tum uth ke jatay ho
Ruk jao
Na jao aj tum
Ruk jao
Na jao aj tum
Hum alag hoey hum alag thay
Kinda hard to change the past
You were screaming
I was crazy
Baby im no saint but i wish we could last
Teri hasi meray kano mai jo paray tou mera yeh din ban jaey
Hasta rahu mai jhoomta phiru
Mai rab se kahu ke tu mil jaey
Sajda karu sajda karu
Mai rab tere agay jhukta phiru
Mai kaisay kahu
Kay setha houn
Haan khud se kab tak larta rahu
Inta tu apnay pyar ki
Yeh kahani
Na munasib
Beykarar hum lut gaey
Dil ke bazar mai
Tou