Jaha dhara paer waha kartey fun
Bandi hai pareshan dekhke gharpe gun
Na raha waveform dil ka thik thak
Hai weak kara see jabse unka curvature
Dikhara desirap ko swadeshi picture
To yaha batti bujhegi janey pardey pad
Hum lete hai baap ke paero ko chum bhi
Aur baeriyon ki tangey cheer jaye sarpe chadh
Tu samajh
Dabata chale haathi paer hai
Khali cassete lage baje paki match hai
Karu thapp inhe kare jaise khaakhi racket
Rapper ko liye laya thode Nazi manner
Sar jhuke na seene pe puri Tani ainthan
Body language lage lufy haki hai sir
Evolution roz lage darvin hai hum
Gandhiwad ni par gandhi se batni rehmat
Meri baatein kahani Out of your Syllabus
Sab baladein dikhake bhare tera bladder
Baje balladon pe balle bhari sarpe dhari khooni bharke hi behti hai sir
Bawey Bandi meri mujhe kehti hai rab
Aur mic pe chadhu to jaise mehendi hasan
Kara honda Passion se prada fashion
Aur janab
Picture abhi baki hai chal
Laal dupatta
Uda du tera hawa ke jhoke se
Tera bhai deal karta hai khokhe mein
Ya mai topey me, Ya tu topey pe
Hori Ccd me roll ocb
Bhai kat ke aaye kal 2-2 din
Sab Shady hain kaam bandi ke Slim waist
Tera bhai tbhi rhyme kare Oranges
Lete ni tensione
Jeete hai pel ke
Chaudey hai jidhar bhi jaye
Out hote ni figure hai bhai
Hum Dhuein me fikar udaye
Ye dekhte jitna hai jyaada
Hume Londe utna hi kilaste jaye
Dosto ka Jigar hai tight
Dhuein me fikar udaye
Lete ni tensione
Jeete hai pel ke
Chaudey hai jidhar bhi jaye
Out hote ni figure hai bhai
Hum Dhuein me fikar udaye
Ye dekhte jitna hai jyaada
Hume Londe utna hi kilaste jaye
Dosto ka Jigar hai tight
Dhuein me fikar udaye
I-N-D-E-P-E-N-D-E-N-T
Pairo pe khade ghutne pe anti
Gandhi banaate roz hi Jayanti
Ain't no motherfucker that I envy
Shakal se rude par baatcheet hai friendly
Present hai bimmer future hai Bentley
Drive karu safe par mic me main deadly
Lyrical genius most evidently
Seene me jigar aur dhua hai
Risky hai Kaam ye zindagi jua hai
Sadak se seekhe tu jhaank ke dekh le andar bas paisa aur maut ka kua hai
Zindagi likhte hu panno pe
Gaadi me power hain 200 dhanno ke
Narak ka fikar nai marne ke baad aur swarg toh milta hai maa baap ke charno pe
Ek bottle chaar bhai, chaar payi, fried rice
Saaf sky, aur mujhe kya chahiye
Shuru se jo the abhi bhi saath wahi hai
Dhua aur kaam hai classic, sangeet ke ashique, pure saal ki kamaayi ko banaana maasik kya
Tension hai bhai
Trix, Bella, panther hai saath toh phir gaane se pension hai bhai
Lete ni tensione
Jeete hai pel ke
Chaudey hai jidhar bhi jaye
Out hote ni figure hai bhai
Hum Dhuein me fikar udaye
Ye dekhte jitna hai jyaada
Hume Londe utna hi kilaste jaye
Dosto ka Jigar hai tight
Dhuein me fikar udaye
Lete ni tensione
Jeete hai pel ke
Chaudey hai jidhar bhi jaye
Out hote ni figure hai bhai
Hum Dhuein me fikar udaye
Ye dekhte jitna hai jyaada
Hume Londe utna hi kilaste jaye
Dosto ka Jigar hai tight
Dhuein me fikar udaye
Bandiyon Ne Bola Bella Bada Wild Hai
Tabhi Lagti Hai Picture Ye Sci Fi
Mere Studio Se Mari Mene Skydive
Tabhi Dekha Mene J Trix Panther Done Mere Daye Baye
Bella Bana Sanki Buddhi
Mene Rappero Ko Chu Ke Kari Maan Ki Shudhi
Han Abhii Nahi Ati Mujhe Need Sukoon Ki
Na Jab Tak Mere Alfazon se Bane Tarkash
Dekhi Mene Badti Hui Rapperon Mein Tadpan
Snare or Kick Ke Sath Juda Mera Bachpan
Aag Lagi Teri Gaand Sulagi
Jabhi Bella Bhai Ke Liye Khade Log Mere Har Dam
Sheikh Chilli Mene Feku Khata Cannibes
Manifest Karu Manifest Har Ek Din
Zara Sa Ni Mein Dependent
Kisiko Bhi Bella Jabhi Chot Dega Hogi Kafi Evident
Wo Bella Jaisa Banna Chahe Bella Jaisa Banna Paye
Bella Jaisa Ek Hi Banda Behnchod
Mein Khada Hu Teri Jagha Pe Aake
Aaja Mere Pe Tu Ek ni
Tere Bande Hazaar Chor
Bella Karega Parkour
Abhi Meri Gang Ko Salaam Thok
Gang Ke Liye Car Khol
Jo Pakad Tera Per Tujhe Neche Giraye
Sale Unhe Ek Dafa Naam Bol
Lete ni tensione
Jeete hai pel ke
Chaudey hai jidhar bhi jaye
Out hote ni figure hai bhai
Hum Dhuein me fikar udaye
Ye dekhte jitna hai jyaada
Hume Londe utna hi kilaste jaye
Dosto ka Jigar hai tight
Dhuein me fikar udaye
Lete ni tensione
Jeete hai pel ke
Chaudey hai jidhar bhi jaye
Out hote ni figure hai bhai
Hum Dhuein me fikar udaye
Ye dekhte jitna hai jyaada
Hume Londe utna hi kilaste jaye
Dosto ka Jigar hai tight
Dhuein me fikar udaye