menu-iconlogo
logo

Sunehri Zindagi

logo
Lời Bài Hát
Jaane kya, ye ho gaya hai

In aankhon mein, main kho gaya hai

Seene mein, tu hai baasi

Sunehri hai, ye zindagi

Ab haath thaame jo hum chal diye

Ab rone ki kya hai wajah?

In fooloo'n mein hai baste kaante bhi

Haa dono ko hai ye pata

Ab haath thaame jo hum chal diye

Ab rone ki kya hai wajah?

In fooloo'n mein hai baste kaante bhi

Haa dono ko hai ye pata

Jarre badle, toh tumse hai mile

Banjar zameen, par fool yu khile

Lagta hai zindagi

Maine toh jee nahi

Gumraah hi tha, tere bina

Naa jaane kya (Naa jaane kya)

Ho gaya (Ho gaya)

Inn aankhon mein (Inn aankhon me)

Kho gaya (Kho gaya)

Seene mein (Seene me)

Tu hai basi (Tu hai basi)

Sunehri hai (Sunehri hai)

Ye zindagi (Ye zindagi)

Ab haath thaame jo hum chal diye

Phir rone ki kya hai wajah? (Kya wajah?)

Phooloo'n mein hai baste kaante bhi

Hum dono ko hai ye pata (Dono ko)

Jaise din ko chahiye suraj (Suraj)

Jaise raat ko chahiye chaand (Jaise raat)

Waisi bani tu jaroorat

Apni aur leti hai baandh (Apni aur)

Khatti aur meethi full package (Wooh!)

Bhai bhi tera kaafi savage

I could never been an average

Dono pe bhatera baggage (Dono pe)

Dil ke kone me khajana (Dil ke kone)

Pada rehta hai rozana

Mujhe bss chahiye bahana (Mujhe bas)

Mujhe bss paas tere aana (Mujhe bas)

Jaise din ko chahiye suraj

Jaise raat ko chahiye chaand

Mujhe chahiye bss bahana

Mujhe bss paas tere aana

(Mujhe chahiye bas bahana)

Jaisa jhootha bukhaar kyunki job pe hai nahi jaana

(Mujhe bss paas tere aana)

Jaise bhanwro ko sehad ke paas hai mandrana

Mujhe chhod ke tu na jaana (Jaana)

Humara rishta purana (Humara)

Likha ye tere liye geet (Tere liye)

Har janam saath mere gaana (Har janam)

Raat ko dil ki baat batana

Din ko mere saath bitana

Likha ye tere liye geet

Har janam saath mere gaana

Sunehri Zindagi của Rawal/Bharg - Lời bài hát & Các bản Cover