menu-iconlogo
logo

Aankhon

logo
Lời Bài Hát
Aankhon

Aankhon Aankhon

Aankhon ki gustaakhiyan

Aankhon Aankhon

Aankhon Aankhon

Ki gustaakhiyan

Aankhon ki gustaakhiyan (Gustaakhiyan)

Tu maaf kar (Tu maaf kar)

Tu maaf kar (Tu maaf kar)

Aankhon ki gustaakhiyan (Gustaakhiyan)

Tu maaf kar (Tu maaf kar)

Tu maaf kar (Tu maaf kar)

Kare baate do aankhon se to mai khada andha

Ghooro firr bhi aisi raaton ka yaahan pe ant na

Aata tere paas par lagta ni mera din aaj

Karu mai fir kya tera naam lena tamanna

Mai ni jaanu tujhe tujhse mai kab mila

Parmaanu pal ye par maanu tune mujhe dekha

Par dekhe fatti tu dekhe kehde firr alvida

Parda ye kaisa jo chupe na hate fate na

Ankho ki gustaakhiyan (Gustaakhiyan)

Tu maaf kar (Tu maaf kar)

Tu maaf kar (Tu maaf kar)

Ankho ki gustaakhiyan (Gustaakhiyan)

Tu maaf kar (Tu maaf kar)

Tu maaf kar (Tu maaf kar)

Meri aankho ki gustaakhiyo ko karna maaf abb

Dikhti hai bass tu nihaaru jab mai koi aur abb

Kaisa ye nasha jab tu dikhe sab me

To chaahiye mujhe sab sab

Hanji sab sab sab sab

Kaisi baate mai khudse kar raha hoon

Tujhse dar raha hoon

Tujhse dar raha hoon

Kaisi baate mai tujhse kar raha hoon

Khudse ladh raha hoon

Khudse ladh raha hoon

Sochu mai raat bhar

Mai hi hu naasamajh

Jaanu mai jaanu

Tu hira mai jaanvar

Mile bhi mujhko toh

Kya pata mai khodu kabb

Toh jeeta nashe me mai

Nai hogi mohabbat abb

Nai hogi mohabbat abb

Nai hogi

Ankho ki gustaakhiyan (Gustaakhiyan)

Tu maaf kar (Tu maaf kar)

Tu maaf kar (Tu maaf kar)

Ankho ki gustaakhiyan (Gustaakhiyan)

Tu maaf kar (Tu maaf kar)

Tu maaf kar (Tu maaf kar)

Firse lenge

Aankhon của SangeetKir/Arpit Bala - Lời bài hát & Các bản Cover