-------------------------------
Chorus.......
F-Chori chori dekha tumhe
Chori chori chaaha tumhe
Chori chori maanga tumhe
Chori chori pooja tumhe
Aap ko to khabar nahin iski
Aap ko maine kitna pyaar kiya…
Aap ko maine kitna pyaar kiya haa
Aap ko kis tarah main bataon
kab kahan aur kaise dil diya
Kab kahan aur kaise dil diya haa
M-Aap ko to khabar nahin iski
Aap ko maine kitna pyaar kiya
Aap ko maine kitna pyaar kiya haa
Aap ko kis tarah main bataon
kab kahan aur kaise dil diya
Kab kahan aur kaise dil diya
Chorus.......
M-Maine kaha kya tumne suna
Dilbar tumhe hi maine chuna
F-Kehna tumhara achcha laga
Sapna mujhe ab sachcha laga haa
M-Aap ko haal-e-dil kya sunaao
aap ne chain mera le liya
Aap ne chain mera le liya haa
F-Aap ko to khabar nahin iski
Aap ko maine kitna pyaar kiya…
Aap ko maine kitna pyaar kiya…
Chorus..........
F-Dehko na mujhko ab door se
Yeh maang bhar do sindoor se
M-Kehta hai mera deewana mann
Hoke rahega apna milan haa
F-Aap se jaaneman kya chupaoon
Aap ko maine maana hai piya
Aap ko maine maana hai piya
M-Aap ko to khabar nahin iski
Aap ko maine kitna pyaar kiya
Aap ko maine kitna pyaar kiya.
Thanks From Sanjib