menu-iconlogo
logo

Manga Hai Main Shaam

logo
Lời Bài Hát
Manga hai maine shyam se vardaan ek hi

Manga hai maine shyam se vardaan ek hi

Manga hai maine shyam se vardaan ek hi

Teri kripa bani rahe jab tak hai zindagi

Manga hai maine shyam se vardaan ek hi

Jisper prabhu ka haath tha vo paar hogaya

Jisper prabhu ka haath tha vo paar hogaya

Jo bhi sharan mein aagaya uddhar ho gaya

Jiska bharosa shyam pe dooba kabhi nahi

Jiska bharosa shyam pe dooba kabhi nahi

Jiska bharosa shyam pe dooba kabhi nahi

Manga hai maine shyam se vardaan ek hi

Manga hai maine shyam se vardaan ek hi

Koi samajh saka nahi maya badi ajeeb

Koi samajh saka nahi maya badi ajeeb

Jisne prabhu ko paa liya hai vo khush naseeb

Inki marzi ke bina patta hile nahi

Inki marzi ke bina patta hile nahi

Inki marzi ke bina patta hile nahi

Manga hai maine shyam se vardaan ek hi

Manga hai maine shyam se vardaan ek hi

Aise dayalu shyam se rishta banayiye

Aise dayalu shyam se rishta banayiye

Milta rahega aapko jo kuchh bhi chahiye

Aisa karishma hoga jo pehle hua nahi

Aisa karishma hoga jo pehle hua nahi

Aisa karishma hoga jo pehle hua nahi

Manga hai maine shyam se vardaan ek hi

Manga hai maine shyam se vardaan ek hi

Kehte hai log zindagi kismat ki baat hai

Kehte hai log zindagi kismat ki baat hai

Kismat bana bhi magar inke haath hai

Banwari kar yakin ab jyada samay nahi

Banwari kar yakin ab jyada samay nahi

Banwari kar yakin ab jyada samay nahi

Manga hai maine shyam se vardaan ek hi

Manga hai maine shyam se vardaan ek hi

Manga hai maine shyam se vardaan ek hi

Teri kripa bani rahe jab tak hai zindagi

Manga hai maine shyam se vardaan ek hi

Manga hai maine shyam se vardaan ek hi

Manga hai maine shyam se vardaan ek hi

Manga Hai Main Shaam của Sanju Sharma - Lời bài hát & Các bản Cover