Aaj rukne na aansu roye zamee aasma
Aaj rukne na aansu roye zamee aasma
Julm ye kaisa tune kiya shaitaan
Julm ye kaisa tune kiya shaitaan
Aaj rukne na aansu roye zamee aasma
Dekh ke ye manjar machi hai tabahi
Thahar gaya waqt har aankh bhar aai
Thahar gaya waqt har aankh bhar aai
Jahan jalte the diye haye chha gaya andhera
Jahan jalte the diye chha gaya andhera
Jahan udti thi hansi hua sunsan
Aaj rukne na aansu roye zamee aasma
Aaj rukne na aansu roye zamee aasma
Tandav ye kaisa mout ne racha hai
Charo taraf hahakar macha hai
Charo taraf hahakar macha hai
Bhai aaj rowe haye yaad jab howe
Bhai aaj rowe haye yaad jab howe
Sang khel kood ke huye the jawan
Aaj rukne na aansu roye zamee aasma
Sabke dard ko samajhta tha apne
Aaj tere saare bikhar gaye sapne
Aaj tere saare bikhar gaye sapne
Hey daanveer aaj roye ye jahan
Hey daanveer aaj roye ye jahan
Bichhda gareebon se unka bhagwaan
Aaj rukne na aansu roye zamee aasma
Aaj rukne na aansu roye zamee aasma
Hooo aaj ruk gai gaadi aaj tere jeewan ki
Aaj tere jeewan ki aaj tere jeewan ki
Haste baste ghar ko khandhar bana ke
Maat pita ko neend mout ki sulake
Maat pita ko neend mout ki sulake
Bhai behene bhabhi aur nahne munne bachche
Bhai behene bhabhi aur nahne munne bachche
Kha liye tune banke o d**n
Aaj rukne na aansu roye zamee aasma
Aaj rukne na aansu roye zamee aasma
Aaj rukne na aansu roye zamee aasma