Jo bhi hua
Na meneh socha
Ki hoga aise
Jo bhi pal hai
Na hona kal hai
Toh jeele aaj meh
Yeh kaise hua
Na meneh socha
Ki hoga aise
Jo bhi pal hai
Na hona kal hai
Toh jeele aaj meh
Aya nayi jagah thora samay de
Waha dekha tujhey, thori sharam hai
Kaise bolu abhi jo yeh mann hai
Chahta lekin darr yeh abhi nahi gaya sar se hai
Ab meh hu aaya seedha, haath badha ke haa, thori idhar udhar ki baatein, thora jaanliya
Ab hastein hastein kaati baatien, thore scene meh bajey gaanien, uski kamar mere haath
Aakhon he aakhon meh dekhte he dekhte hogaya hai mujhko yeh kya
Sochta bahaut hu par tere pass aaney se ab toh meh khone laga
Sab kuch hai dheere, kuch tere aur mere beech badhne ko hai ab laga
Kya hoga jo hoga is pal meh hoga yeah yeah
Jo bhi hua
Na meneh socha
Ki hoga aise
Jo bhi pal hai
Na hona kal hai
Toh jeele aaj meh
Yeh kaise hua
Na meneh socha
Ki hoga aise
Jo bhi pal hai
Kya hona kal hai
Toh thamja saansle
Mila fir meh uske doston se
Thori si kheechi hamnein photoein
Fir hua samaye uske jaanein ka
Meneh bhi bola ki kya chhodu tujhey ghar padey raastein meh
Ham aagey chaltey chaley
Saath mein gaanein sune
Ab baatein kartey kartey
Ham bhi pahacuhey uske ghar pe
Usne fir bola ki kya aaogey nahi tum upar, thori der ki hi toh baat hain
Jaanein kal kya hoga fir ab
Yeh hua kya jaanu na mein
Jo bhi hai yeh kyu accha lagey
Tum kaise milgaye par jaise bhi hai kyu fir bhi yeh ab saccha laagey
Ab ayi tu itni hai pass, tham gayi hai meri har saans, ab hoga jo hoga is pal meh hoga yeah yeah
Jo bhi hua
Na meneh socha
Ki hoga aise
Jo bhi pal hai
Na hona kal hai
Toh jeele aaj meh
Yeh kaise hua
Na meneh socha
Ki hoga aise
Jo bhi pal hai
Kya hona kal hai
Toh thamja saansle