menu-iconlogo
logo

Shuru Karein Kya

logo
Lời Bài Hát
Baatein bahut hui

Kaam shuru karein kya

Kal kya karega

Aaj shuru karein kya

Yeh desh apne haath

Kuch baaton se hoga na

Tu khud hi hai naayak

Toh shuru karein kya

Baatein bahut hui

Kaam shuru karein kya

Kal kya karega

Aaj shuru karein kya

Yeh desh apne haath

Kuch baaton se hoga na

Tu khud hi hai naayak

Toh shuru karein kya

Shuruaat se hi seekhte ghalat hai

Garam hai hum sab pe

Par khud mein jo dum hai woh kum hai kya

Tere andar ki zameer aaj num hai kya

Doosron pe bhonkhe

Tujhe khud pe sharam hai kya

Gareebon pe atyachaar

Bachchiyon ka balaatkaar

Naa rokega naa toh

Hoga aisa koi chamatkar

Ungli uthaate par awaaz toh uthaao

Note sab chhaape saale izzat kamaao

Batti tum jalaate khali kadam badhate

Apne andar ke andhere mein woh batti ko jalaao

Aaftaab si udaan kyun

Samaaj bana chilman sa

Lukar jo lathpath

Tu puchhta hai jaat unka

Tarkash mein mazhab ye

Jab tak taraazu ke

Peedhi ki maut hogi

Ghar shan kare shanka

Ainak awaam ka hai saaf nahi devi

Haan sadkon pe darr ke kyun kaanp rahi

Saanp bani chhaati pe dahshat dharam ki

Tu khud hai maseeha ye aankhein kyun num si

Saanp bani chhaati pe dahshat dharam ki

Tu khud hai maseeha ye aankhein kyun num si

Baatein bahut hui

Kaam shuru karein kya

Kal kya karega

Aaj shuru karein kya

Yeh desh apne haath

Kuch baaton se hoga na

Tu khud hi hai naayak

Toh shuru karein kya

Baatein bahut hui

Kaam shuru karein kya

Kal kya karega

Aaj shuru karein kya

Yeh desh apne haath

Kuch baaton se hoga na

Tu khud hi hai naayak

Toh shuru karein kya

Tu bhai musalman ka toh

Kaai ko ladte jaat pe

Insaaniyat hai gumshuda

Aur psycho hum halaat se

Aur apne logo ko toh chahiye jaati ka waar

Haathi ka daant

Tu bol mujhko kidhar gayab insaaf

Tabhi to milega jabhi tu

Apne haq ko bolna shuru karega

Sach ko kholna sab ke baare mein sochna

Ab tu nahi darega

Ameer ke thaali mein roti hai chaar

Fakeer ko nahi hai mila prasaad

Sab theek hai tera toh badha vyapaar

Kamzor pe aise na daal dabaav

Chalo shuru se karein haal kyun behaal hai

Aise toh azaadi ko huve sattar saal hain

Hum azaad na phir bhi

Kabhi sunte na khud ki

Ghar baithe sochenge masle ki tarqeeb

Kadam le aage toh peechhe ye kheenche

Tu zyada sach ugle toh dharti ke neeche

Ab neeche hi rehna

Himmat se sehna

Woh maare wo peete

Tu kuch bhi na kehna

Har jaati se chhoti yahaan aurat ki jaat

Dede jeevan ki dor kisi aur ke haath

Yahaan praan jaaye par maan na jaaye

Daulat ki laalach hadapti duaayein

Baatein bahut hui

Kaam shuru karein kya

Kal kya karega

Aaj shuru karein kya

Yeh desh apne haath

Kuch baaton se hoga na

Tu khud hi hai naayak

Toh shuru karein kyaa

Baatein bahut hui

Kaam shuru karein kya

Kal kya karega

Aaj shuru karein kya

Yeh desh apne haath

Kuch baaton se hoga na

Tu khud hi hai naayak

Toh shuru karein kyaa

Baatein bahut hui

Kaam shuru karein kya

Kal kya karega

Aaj shuru karein kya

Yeh desh apne haath

Kuch baaton se hoga na

Tu khud hi hai naayak

Toh shuru karein kyaa

Baatein bahut hui

Kaam shuru karein kya

Kal kya karega

Aaj shuru karein kya

Yeh desh apne haath

Kuch baaton se hoga na

Tu khud hi hai naayak

Toh shuru karein kyaa

Shuru karein kyaa...

Shuru karein kyaa...

Shuru karein kyaa...

Shuru karein kyaa...

Shuru karein kyaa...

Shuru Karein Kya của SlowCheeta - Lời bài hát & Các bản Cover