Rom rom, Rom rom
Rom rom tere ishq mein duba
Saasein jape teri maala
Tu meri raatonki dudhiya chadni
Tu mere din ka ujala
Maine kiya hai amar prem tujhse
Kese tujhe samjhau
Saari umar na milega tujhko
Aisa chahne wala
Rom rom, rom rom...
Rom rom Tere ishq mein duba
Yaadon ke jungle mai
Dekho kahi kho gaya hu
Khud ki bhi sudhbhudh se
Mai behkabhar ho gaya hu
Awara saasein hai bechein mann hai
Bechein mann mai teri hi lagan hai
Maine kiya hai amar prem tujhse
Kese tujhe samjhau
Saari umar na milega tujhko
Aisa chahne wala
Rom rom, rom rom...
Rom rom tere ishq mein duba
Saasein jab teri maala
Tu meri raaton ki dudhiya chadni
Tu mere din ka ujala
Maine kiya hai amar prem tujhse
Kese tujhe samjhau
Saari umar na milega tujhko
Aisa chahne wala
Rom rom.. rom rom..
Rom rom Rom rom
Tere ishq mein duba
Rom rom Rom rom
Tere ishq mein duba